Hindi Song Lyrics

The Biggest Collection of Hindi Songs Lyrics on Internet


Yeh Dil Nahin Ki

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Yeh Dil Nahin Ki
Hindi Movie/Album Name: AABROO
Singer(s): MOH. RAFI

Hindi Lyrics:

ye dil nahin ki jiske sahaare jiite hain
lahu ka jaam hai jo subah-o-shaam piite hain
ye dil nahin hai…

chupaya laakh magar ishq nahin chuptaa
yun ashq aankh mein aaya hua nahin rukta
ki aag lagti hai jab aansuon ko piite hain
lahu ka jaam hai…

tadap-tadap ke nikalenge dil ke aramaan ham
karenge ranj se paidaa Kushii ke samaan ham
ki gamon ki nok se dil ke zakham siite hain
lahu ka jaam hai…

kabhi qaraar na aayega humko jiine se
ilaaj zehar ka hota hai zahar piine se
ki sar pe maut ka saaya hai phir bhi jiite hain
lahuu kaa jaam hai…


Jinhe hum bhoolana chaahe

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Jinhe hum bhoolana chaahe
Hindi Movie/Album Name: AABROO
Singer(s): MUKESH

Hindi Lyrics:

jinhe hum bhoolanaa chaahe, wo aksar yaad aate hain
buraa ho is mohabbat kaa, wo kyon kar yaad aate hain

bhoolaaye kis tarah un ko, kabhee pee thee un aankhon se
chhalak jaate hain jab aansoo, wo saagar yaad aate hain

kisee ke sunrkha lab the yaa diye kee lau machalatee thee
jahaa kee thee kabhee poojaa, wo mandar yaad aate hain

rahe aye shammaa too roshan duwaan detaa hain parawaanaa
jinhe kismat mein jalanaa hain, wo jalakar yaad aate hain


Inhi Logo Ne Le Lina Duppatta Mera

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Inhi Logo Ne Le Lina Duppatta Mera
Hindi Movie/Album Name: AABROO
Singer(s): UNKNOWN

Hindi Lyrics:

inhi logon ne le lina dupatta mera

ye mana husn Khuda hota hai
par ye andaaz tumhein kaun sikha deta hai
sitan bhi madar se koi sikh ke aata nahin
chahne vala hi kamabakt sikha deta hai

meri na maano rangarejavaa se puchho
jisne gulabi rang dina dupatta mera

mori na maano saiyaan se puchho
jisne odh ke mazaa lina dupatta mera
inhin logon ne …


O Mere Dil Ke Chain

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: O Mere Dil Ke Chain
Hindi Movie/Album Name: MERE JEEVAN SAATHI (OLD)
Singer(s): KISHORE KUMAR

Hindi Lyrics:

O Mere Dil Ke Chain
Chaen Aaye Mere Dil Ko Dua Kijiye
O Mere Dil Ke Chain

Apna Hi Saaya Dekh Ke Tum
Jaane Jahan Sharma Gaye
Abhi To Yeh Pehli Manzil Hai
Tum To Abhi Se Ghabra Gaye
Mera Kya Hoga Socho To Zara
Haay Aise Na Aanhe Bhara Kijiye

O Mere Dil Ke Chain
Chaen Aaye Mere Dil Ko Dua Kijiye
O Mere Dil Ke Chain

Aap Ka Armaan
Aap Ka Naam
Mera Fasana Aur Nahin
Inn Jhukti Palkon Ke Siva
Mera Thikana Aur Nahin
Jachta Hi Nahin
Aankhon Mein Koi
Dil Tumko Hi Chahe To Kya Kijiye

O Mere Dil Ke Chain
Chaen Aaye Mere Dil Ko Dua Kijiye
O Mere Dil Ke Chain

Yun To Akela Hi Aksar
Gir Ke Sambhal Sakta Hoon Main
Tum Jo Pakad Lo Haath Mera
Duniya Badal Sakta Hoon Main
Maanga Hain Tumhe Duniye Ke Liye
Ab Khud Hi Sanam Faisla Kijiye

O Mere Dil Ke Chain
Chaen Aaye Mere Dil Ko Dua Kijiye
O Mere Dil Ke Chain


Wada karo

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Wada karo
Hindi Movie/Album Name: AA GALE LAG JA
Singer(s): KISHORE KUMAR,

Hindi Lyrics:

–MALE–
O thehro meri jaan
(Waada karo nahin chhodogi tum mera saath
Jahan tum ho, vahan main bhi hoon) - 2

–FEMALE–
(Chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath
Jawaan tum ho, jawaan main bhi hoon) - 2

–MALE–
Suno meri jaan, hanske mujhe yeh keh do
Bheege labon ki narmi mere liye hai
Ho, jawaan nazar ki masti mere liye hai
Haseen ada ki shokhi mere liye hai
Mere liye leke aayi ho yeh saugaat
Jahan tum ho, vahan main bhi hoon

–FEMALE–
Chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath
Jawaan tum ho, jawaan main bhi hoon
Mere hi peechhe aakhir pade ho tum kyoon
Ek main jawaan nahin hoon, aur bhi to hai
Oh, mujhe hi ghere aakhir khade ho tum kyoon
Main hi yahan nahin hoon, aur bhi to hai
Jaao jaake le lo jo bhi de de tumhe haath
Jahan sab hai, vahan main bhi hoon

–MALE–
Waada karo nahin chhodogi tum mera saath
Jahan tum ho, vahan main bhi hoon

–FEMALE–
(La la la la la)

–MALE–
Jawaan kayi hai, lekin jahan mein koi
Tum si haseen nahin hai, hum kya kare

–FEMALE–
Oh, tumhe miloon main iska tumhe yakeen hai
Humko yakeen nahin hai, hum kya kare
Aise nahin bhoolo zara dekho aukaat

–MALE–
Kisi ka to dena hoga, de do mera saath
Jahan tum ho, vahan main bhi hoon

–FEMALE–
Chhuo nahin dekho zara peechhe rakho haath
Jawaan tum ho, jawaan main bhi hoon

–MALE–
Jahan tum ho, vahan main bhi hoon

–FEMALE–
La la la la, la la la la la

–MALE–
La la la la, la la la la la


Mera Tujhse Hai Pehle

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Mera Tujhse Hai Pehle
Hindi Movie/Album Name: AA GALE LAG JA
Singer(s): KISHORE KUMAR

Hindi Lyrics:

Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi

Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na
Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi

Dhuaan Dhuaan Tha Vo Samaan
Yahan Vahan Jaane Kahan
Tu Aur Main Kahin Milay Thay Pehle
Dekha Tujhe To Dil Ne Kaha

Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na

Tu Bhi Rahi Mere Liye
Main Bhi Raha Tere Liye
Pehle Bhi Main Tujhko Baahon Mein Leke
Jhooma Kiya Aur Jhooma Kiya

Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na

Dekho Abhi Khona Nahin
Kabhi Juda Hona Nahin
Ab Khel Mein Yoohin Rahenge Hum Dono
Vaada Raha Ye Is Shaam Ka

Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na

Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi


Koyi Dil Mein Samaya

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Koyi Dil Mein Samaya
Hindi Movie/Album Name: AA GALE LAG JA
Singer(s): KISHORE KUMAR

Hindi Lyrics:

Na Koi Mein Samaya
Na Koi Pehlu Mein Aaya
Jaake Bhi Paas Rahi Tum Hi
O Jaane Jaa Jaaneman
Jaanti Ho (X2)

Kyon Tumne Daaman Chuaraya
Tum Jaano Main Kya Bataoon
Mujhme Kuch Aeb Hoga
Kyon Tumpe Dohmat Lagaoon
Main To Yehi Kahoonga
Poochhogi Jab Bhi

Hmmm Hmmm Hmmm
Jaake Bhi Paas Rahi Tum Hi
O Jaane Jaa Jaaneman
Jaanti Ho

Tum Jo Mujhe De Gayi Ho
Ek Khubsurat Nishani
Lipta Ke Seene Se Ussko
Kat Jayegi Zindagani
Main To Yehi Kahoonga
Poochhogi Jab Bhi

Hmmm Hmmm Hmmm
Jaake Bhi Paas Rahi Tum Hi
O Jaane Jaa Jaaneman
Jaanti Ho

Na Koi Mein Samaya
Na Koi Pehlu Mein Aaya
Jaake Bhi Paas Rahi Tum Hi
O Jaane Jaa Jaaneman


Ye kaisi mulakat hai

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Ye kaisi mulakat hai
Hindi Movie/Album Name: AA AAB LAUT CHALEN
Singer(s): ALKA YAGNIK, KUMAR SANU

Hindi Lyrics:

Chorus:
La la la la la (2)
Ah ah ah (3)
Girl:
Ye kaisi mulakat hai, mein kis khumar me hou (2)
Tun aake, jaa chuka hai, mein inteza~ar mein houn
Boy:
Yeh kaisi mulakat hai, mein, kis khumar mein houn (2)
Tun aake jaa chuki hai, mein intezar mein houn
Girl:
Yeh kaisi mulakat, mein, kis khumar mein houn
Yeh kaisi mulakat hai
Girl:
Kabhie sharmaaoun, kabhie ghabaraaoun
Kabhie anjaane~, gale lag jaaoun
Chorus:
La la la la la
Girl:
Ha, kabhie sharmaaoun, ho kabhie ghabaraaoun
Kabhie anjaane, gale lag jaaoun
Boy:
Hey, yeh kya masti, yeh kya alaam hai
Humein behekaaye, kaisa mausom hai
Girl:
Yun khiza mein, lag raha hai
Mein bahaaar mein houn
Boy:
Yeh kaisi mulakat hai, mein, kis khumar mein houn
Yeh kaisi mulakat hai
Chorus:
La la la la (shehenaayi)
Boy:
Hey jise mein chaahoun, vo dil jaani tun
Tera raja mein, ha meri rani tun (Repeat)
Girl:
Ha~, naya jorda hai, nayi saari hai
Nayaa bangla hai, nayi ghardi hai
Deewani mein na khudke, ikhtiyar mein houn
Boy:
Yeh kaisi mulakat hai, mein kis khumar mein houn (2)
Tun aake jaa chuki hai, mein intezar mein houn
Girl:
Yeh kaisi mulakat hai, mein, kis khumar mein houn
Tun aake jaa chuka hai, mein intez~ar mein houn
Yeh kaisi mulakat hai, mein Kis khumar mein ho~un


Oh tashi anata isho

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Oh tashi anata isho
Hindi Movie/Album Name: AA AAB LAUT CHALEN
Singer(s): JASPINDER NARULA

Hindi Lyrics:

Oh tashi anata isho, oh tashi anata
Oh tashi ananta isho, oh tashi anata
Ho…ho… La.., Ho…ho…la…
Oh tashi anata isho, oh tashi anata
Oh tashi ananta isho, oh tashi anata
Pyar ki shokhiya mastiya aur kya kya kya kya
Zindagi mein uda zindagi ka maza maza maza
Oh tashi ananta esho…aa…
Jaanejaan…aa…aa…aa…
Jaanejaan…aa…aa…aa…
Hum mile tum mile dil mile aa
Jaanejaan…aa…aa…aa…
Jaanejaan…aa…aa…aa…
Pyar ki shokhiya mastiya aur kya kya kya kya
Zindagi mein uda zindagi ka maza maza maza
Oh tashi anata isho, oh tashi anata
Jaanejaan…aa…aa…aa…
Jaanejaan…aa…aa…aa…
Hum mile tum mile dil mile aa
Jaanejaan…aa…aa…aa…
Jaanejaan…aa…aa…aa…
Aasteru aasteru ho pyar…aasteru ho pyaar…
Step out of the mood, and be a cool dude
Come alive ya, and, give me what you got
Chill out
Bang bang boogie woogie, bang bang boogie with the beat, aaye
Aasteru aasteru ho pyar…aasteru ho pyaar…
America, america, america meri jaan
Haseeno se haseen hai yaha ki ladkiya
Aasteru aasteru ho pyaar…aasteru ho pyaar…
America, america america, meri jaan
Haseeno se haseen hai yaha ki ladkiya
Kabhi yaha kabhi waha hum to hai titliya
Adaoome suroor hai nazar me bijliya
Oh tashi ananta esho…aa…
Jaanejaan…aa…aa…aa…
Jaanejaan…aa…aa…aa…
Hum mile tum mile dil mile aa
Jaanejaan…aa…aa…aa…
Jaanejaan…aa…aa…aa…
Shala lak…shalak… Ho shala..lak shalak…ho…2
All right ho…ho..
Aaj hai woh kal nahi haqeeqat hai yahi
Jo dhhal woh pal gaya ghadi bhar hai khushi
Aasteru aasteru ho pyar….aasteru ho pyar…
Aaj hai woh kal nahi haqeeqat hai yahi
Jo dhhal woh pal gaya ghadi bhar hai khushi
Kareeb aa na door jaa deewane jhoom le
Labon ki ye hai aarzoo inhe tu choom le
Oh tashi ananta esho…aa…
Jaanejaan…aa…aa…aa…
Jaanejaan…aa…aa…aa…
Hum mile tum mile dil mile aa
Jaanejaan…aa…aa…aa…
Jaanejaan…aa…aa…aa…
Pyar ki shokhiya mastiya aur kya kya kya kya
Zindagi mein uda zindagi ka maza maza maza……….2
Aasteru aasteru ho pyar….aasteru ho pyar…
Ho…. Tashi anata isho….6


O yaaro maaf karna

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: O yaaro maaf karna
Hindi Movie/Album Name: AA AAB LAUT CHALEN
Singer(s): ABHIJEET, SANU, SHABBIR, SONU

Hindi Lyrics:

O yaaro maaf karna kutch kahne aaya hun
Kutch apne bareme samjhane aaya hun
O yaaro maaf karna kutch kahne aaya hun…2
Kutch apne bareme samjhane aya hun
Mai hun pardesi naujawan, dil me rahne aaya hun…2
O yaaro maaf karna kutch kahne aaya hun…2
Oy..Oy…Oy… Mere ehle vatan, o tera kya kahna
Nasrino saman, o tera kya kahna
Khushboo e chaman tera kya kehna
Meri gango jaman tera kya kehna
Oy…Oy…Oy…Ae desh se aanewale bata
Kaisa hai mera mehboob vatan…2
Kya ab bhi vahan khaliyanome, sab neem ke niche sote hai
Kya ab bhi vahan bachpanwale, woh khel suhane hote hai
Kya ab bhi vahan rajarani ke, kisse dadi sunati hai
Kya ab bhi vahan per bachhon ko, maa lori ga ke sunati hai
Kya ab bhi vahan baisakhi me, sab jhumke bhangda pande hai
Oy…Oy…Oy… Kya ab bhi vahan baratome, sab tashe dhol bajande hai
Oy…Oy…Oy… Kya ab bhi vahan ke dhabome milti hai makke di roti
Oy…Oy…Oy… Kya ab bhi vahan ke melome udti hai hasinoki choti
Tere desh ki mitti ki vohi khushboo laya hun, vohi khushbo laya hun
O yaaro maaf karna kutch kahne aaya hun
Kutch apne bare me samjhane aaya hun….
Ae mere vatan kurbaan
Tu meri aan… vai vai… Tu meri shan…vai vai
Tu meri jaan…vai vai… Tujhpe kurbaan… vai vai
Mera armaan…vai vai… Meri pahchan…vai vai
Mera imaan… vai vai… Tujhpe kurbaan…vai vai
Kya ab bhi muhobbat ki lahre uthti hai chanab ke pani se
Kya ab bhi suroor chalkta hai madmast hawa ki rawani se
Kya ab bhi vahan pe galib mir ki gazle gaayi jaati hai
Kya ab bhi vahan pe mastani mahfilen sajai jaati hai
Kya ab bhi vahan ki iadome aati hai sevayiyoki khushboo
Kya ab bhi vahan tyoharome lagte hai woh mele harsoo
Kya ab bhi vahan per shadi me dulhe ka sehra gaate hai
Kya ab bhi vahan khushhaali me ghar ghar laddo bhijwate hai
Tu laga le gale mujhko mai bhi tera hi sayaan hun…2
O yaaro maaf karna kutch kahne aaya hu
Kutch apne bare me samjhane aaya hun
Mai hun pardesi naujawan, dil me rahne aaya hun…4
Aa…aa…aa…aa…
Aa…aa…aa…aa…

Pages: 1 ... 309 310 311 312