Hindi Song Lyrics

Sunday Monday


Sunday Monday

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Songs of Hindi Movie - ek main ek tum Hindi Song Title: Sunday Monday
Hindi Movie/Album Name: EK MAIN EK TUM
Singer(s): UNKNOWN

Hindi Lyrics:

Na monday na tuesday na wednesday ko
Na thursday na friday na saturday ko
Na na namonday na tuesday na wednesday ko
Na thursday na friday na saturday ko
Yeh gori gori pyaari pyaari soorat tumhaari
Rab ne banaayi hogi sunday ko, haan haan haan sunday ko
Na monday na tuesday na wednesday ko
Na thursday na friday na saturday ko
Yeh gori gori pyaari pyaari soorat tumhaari
Rab ne banaayi hogi sunday ko, haan haan haan sunday ko

Madhuri banaayi monday ko
Kareena banaayi tuesday ko
Kajol banaayi wednesday ko
Rani ko banaaya thursday ko
Ash ko banaaya friday ko
Bipasha banaayi saturday ko
Lekin rab ne tujhko overtime karke sunday ko banaaya re
Na monday na tuesday na wednesday ko
Na thursday na friday na saturday ko
Yeh gori gori pyaari pyaari soorat tumhaari
Rab ne banaayi hogi sunday ko, haan haan haan sunday ko

Amitabh banaaya monday ko
Sh sh shahrukh banaaya tuesday ko
Aamir ko banaya wednesday ko
Salman ko banaaya thursday ko
Sanju baba banaaya friday ko
Hrithik ko banaaya saturday ko
Aur rab ne tujhko banaaya kis din ko, it doesn’t matter

Na monday na tuesday na wednesday ko
Na thursday na friday na saturday ko
Na na na monday na tuesday na wednesday ko
Na thursday na friday na saturday ko
Yeh gori gori pyaari pyaari soorat tumhaari
Rab ne banaayi hogi sunday ko, haan haan haan sunday ko

Na monday na tuesday na wednesday ko
Na thursday na friday na saturday ko
Na na na monday na tuesday na wednesday ko
Na thursday na friday na saturday ko
Yeh gora gora pyaara pyaara chehra tumhaara
Rab ne banaaya hoga sunday ko, haan haan haan sunday ko


Sau Chand Lage Jab

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Sau Chand Lage Jab
Hindi Movie/Album Name: EK MAIN EK TUM
Singer(s): UNKNOWN

Hindi Lyrics:

Sau chand lage jab rab ke haath
Tera chehra ban gaya
Kudrat se huwi yeh karamaat
Tera chehra ban gaya
Sau chand lage jab rab ke haath
Tera chehra ban gaya
Kudrat se huwi yeh karamaat
Tera chehra ban gaya
Yeh roshini yeh chaandni
Ho ke na ho kuch gham nahi
Taaron ka har kaam kya
Har raat hogi ab chaand raat
Tera chehra ban gaya
Kudrat se huwi yeh karamaat
Tera chehra ban gaya
Yeh roshini yeh chaandni
Ho ke na ho kuch gham nahi
Taaron ka har kaam kya
Sau chand lage jab rab ke haath
Tera chehra ban gaya

Subh ho ke shabnam shaam ki laali
Kaliyon ki kamsin adaayein
Husn ki shogi lehek phoolon ki
Masoomiyat aur wafayein
Dhoop ka aaina muskuraati heena
Dhoop ka aaina muskuraati heena
Saadgi aur sharm-o-haya
Sab milke khile jab ek saath
Tera chehra ban gaya
Sau chand lage jab rab ke haath
Tera chehra ban gaya

Jab saawan ki pehli rimjhim
Tera badan choomegi
Noor kahan se chhalka itna
Din raat so jaa karegi
Khushbuon se hawa badalon se ghata
Khushbuon se hawa badalon se ghata
Poochti hai yeh jadoo hai kya
Humne keh di has kar yeh baat
Tera chehra ban gaya
Kudrat se huwi yeh karamaat
Tera chehra ban gaya
Yeh roshini yeh chaandni
Ho ke na ho kuch gham nahi
Taaron ka har kaam kya

Sau chand lage jab rab ke haath
Tera chehra ban gaya
Kudrat se huwi yeh karamaat
Tera chehra ban gaya


Ishq Hai Behaya

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Ishq Hai Behaya
Hindi Movie/Album Name: EK MAIN EK TUM
Singer(s): UNKNOWN

Hindi Lyrics:

Kameena hai yeh kambakht hai
Nikamma nigora babakht hai
Mile ishq ko kya kya kitaab
Magar ishq kya hai, ab humse suniye janaab

Sau baar dil se nikala ise
Kya kya nahi keh dala ise
Besharm hai paas aata nahi
Is kis bahaane se taala ise
Phir bhi na dil se gaya
Ishq hai yeh behaya, besharm behaya
Ishq hai yeh behaya, besharm behaya
Sau baar dil se nikala ise
Kya kya nahi keh dala ise
Besharm hai paas aata nahi
Is kis bahaane se taala ise
Phir bhi na dil se gaya
Ishq hai yeh behaya, besharm behaya
Ishq hai yeh behaya, besharm behaya

Aankhon ke raste se saanson mein aata hai
Phir dil pe qabza jamaata hai yeh
Do chaar din mauj masti karaata hai
Khwaabon ke duniya dekhaata hai yeh
Aashiq ko haske petaata hai yeh
Baazu ke gaane bichhaata hai yeh
Shaavir shikaari hai phir pyaar se
Milke hi mauka phasaata hai yeh
Koyi perinda naya
Ishq hai yeh behaya, besharm behaya
Ishq hai yeh behaya, besharm behaya

Behaya, meetha zeher hai yeh
Ang leher hai yeh
Iske lapete mein aana na tu
Aawara badal hai thoda sa pagal hai
Isko kabhi mooh lagaana na tu
Kadmein milne se yeh darta nahi
Logon ki parwah karta nahi
Bachpan se bighra huwa hai munna
Kuch bhi kaho par sudharta nahi
Arre aaye na isko haya
Ishq hai yeh behaya, besharm behaya
Ishq hai yeh behaya, besharm behaya

Sau baar dil se nikala ise
Kya kya nahi keh dala ise
Besharm hai paas aata nahi
Is kis bahaane se taala ise
Phir bhi na dil se gaya
Ishq hai yeh behaya, besharm behaya
Ishq hai yeh behaya, besharm behaya
Ishq hai yeh behaya


Dub Dub Tu Apani Dhadkano Ko

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Dub Dub Tu Apani Dhadkano Ko
Hindi Movie/Album Name: EK MAIN EK TUM
Singer(s): UNKNOWN

Hindi Lyrics:

Dub dub…

Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata
Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata
Kya mere jaisa tera dil bhi dhadakta hai
Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata
Kya mere jaisa tera dil bhi dhadakta hai
Gaati hain jab hawayein, chhaati hain ghatayein
Gaati hain jab hawayein, chhaati hain ghatayein
Kya mere jaisa tera mann bhi machalta hai

Mere dil ke paas aake khud sun le saathiya
Mere dil ke paas aake khud sun le saathiya
Dil banke meri jaan mein tu hi to dhadakta hai
Jab manchali fizayein khushboo mein nahayein
Jab manchali fizayein khushboo mein nahayein
Haan tere jaisa mera mann bhi machalta hai
Mere dil ke paas aake khud sun le saathiya

Jaane yeh kaisa pyaar hai, pal pal dil beqeraar hai
Saansein teri saanson mein ghuli
Chhaane lagi mujhpe bekhudi

Jaan-e-wafa itna bata, hai ishq mein kaisa nasha
Kya mere jaisa tera mann bhi behekta hai

Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata

Dil pe qaboo nahi mera, jabse yeh ho gaya tera
Halka halka khumaar hai, jaanam kya yeh hi pyaar hai

Kya ho gaya mujhe kya pata
Tu hi zara chhoo kar bata
Kya mere jaisa tera tann bhi sulaghta hai
Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata

Mere dil ke paas aake khud sun le saathiya

Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata

Mere dil ke paas aake khud sun le saathiya