Diya To Jala Sab Raat Re Baalam
Send to a friend:Hindi Song Title: Diya To Jala Sab Raat Re Baalam
Hindi Movie/Album Name: DHAAKE KI MALMAL
Singer(s): C H ATMA
Hindi Lyrics:
(diya to jala sab raat re baalam
par tum laut na aaye
par tum laut na aaye) - 2
(bikhar gayi hai sej suhaani
rovat hai alabeli jawaani) - 2
chhaliya rasiya kise jaachake (?) ho - 2
ji hamara kalapaaye
diya to jala sab raat re baalam
bhor bhayi pritam nahin aaye
(bhor bhayi pritam nahin aaye
man ka dipak bujhata jaaye) - 2
chhaliya rasiya aan milo re - 2
ji hamara ghabaraaye
chhaliya rasiya aan milo re - 2
