Hindi Song Lyrics

Piya Bawri


Piya Bawri

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Piya Bawri
Hindi Movie/Album Name: DEEWAR - 2004
Singer(s): ALKA YAGNIK

Hindi Lyrics:

O piya in nainen mein jo palak dhaag tohe loon
Na main dekhoon aur ko, na tohe dekhne doon

Aa nazar mein tujhko main bhar loon
Tujhe dil mein apne aa dhar loon
Aa nazar mein tujhko main bhar loon
Tujhe dil mein apne aa dhar loon
Huwi main deewani piya bawri, piya bawri, piya bawri

Aa nazar mein tujhko main bhar loon
Tujhe dil mein apne aa dhar loon
Huwi main deewani piya bawri, piya bawri, piya bawri

Pyaar ka chadha jo nasha, badha yeh nasha
Pyaar ka ajab hai nasha, naya yeh nasha, nasha hi nasha
Aa nazar mein tujhko main bhar loon
Tujhe dil mein apne aa dhar loon
Huwi main deewani piya bawri, piya bawri, piya bawri

Khwaab se mujhe tu jaga, mita de haya
Raat se mujhe tu chura, deewana bana, deewana bana
Aa nazar mein tujhko main bhar loon
Tujhe dil mein apne aa dhar loon
Huwi main deewani piya bawri, piya bawri, piya piya bawri