Hindi Song Lyrics

Saat Suron Ka (Female)


Saat Suron Ka (Female)

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Saat Suron Ka (Female)
Hindi Movie/Album Name: DEEWANGEE
Singer(s): KAVITA KRISHNAMURTHY

Hindi Lyrics:

Mm mm hm, o o o ho aa aa
Aa ra ra, o o o oh oh
Saat suron ka sab ko pata hai
Aathwa sur hai tu
O, saat suron ka sab ko pata hai
Aathwa sur hai tu
Saat rangon ki sab ko khabar hai
Aathwa rang hai tu
Ho, aathwa rang hai tu
Ho, saat suron ka sab ko pata hai
Aathwa sur hai tu
Haan, aathwa sur hai tu

Sa re ga ma pa ma pa ga ma re pa ga re sa
Sa re ga ga ga ma pa sa pa ga ma pa ga re sa

Ga ma pa sa pa ga ma pa sa
Ga ma ni dha, dha dha dha dha ni re ma ga
Aa aa, aa aa aa
Sa ni sa, ni dha ni, dha dha dha ga re sa ga, aa
(Sur aur taal mein doob jaa saathi
Jab tera dil ghabraaye) - 2
Geeton ki tu jyot jala jab
Chaand nazar na aaye
Ek chanda ka sab ko pata hai
Dusra chaand hai tu
Saat rangon ki sab ko khabar hai
Aathwa rang hai tu
O, aathwa rang hai tu
Tujhse hai kaisa naata yeh mera
Mujhko nahin hai khabar, oh
Patjhad bhi ban jaaye bahaar
Jab tu aaye nazar
Chaar ruton ka sab ko pata hai
Paanchwi rut hai tu
Ho, paanchwi rut hai tu
Ho, saat suron ka sab ko pata hai
Aathwa sur hai tu
Ho, aathwa sur hai tu
Ho, aathwa sur hai tu


Saansein Saansein Hain

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Saansein Saansein Hain
Hindi Movie/Album Name: DEEWANGEE
Singer(s): SONU NIGAM AND KAVITA KRISHNAMURTHY

Hindi Lyrics:

–MALE–
Saansein saansein hain, saanson se saaz hai
Saaz se sargam hai, sargam se pyaar hai
Pyaar se hum dono, aur humse sansaar hai

–FEMALE–
(Na na na na na na na na
Na na na na na na na na
Na na na na na na na na
Na na na na na na na na, na ji na) - 2
Tere bina hamein na jeena, na jeena
Tere bina hamein na jeena

–MALE–
Haan ji haan, haan ji haan
Tere saath hi hai jeena, haan jeena
Tere saath hi hai jeena

–FEMALE–
Na na na na na na na na
Na na na na na na na na
Na na na na na na na na
Na na na na na na na na, na ji na
Tere bina hamein na jeena, na jeena

–MALE–
Tere saath hi hai jeena

–FEMALE–
Na, na, na na na na na, n-n-n-n-n-n-na na na
Teri meri chaahat par
Teri meri chaahat par lag na jaaye kisi ki nazar

–MALE–
Aisi baatein kariyo na, pyaar kiya to darriyo na, darriyo na

–FEMALE–
Waah ji waah, waah ji waah
Pyaar se zyaada kuch bhi na, kuch bhi na
Pyaar se zyaada kuch bhi na
Na na na na na na na na
Na na na na na na na na
Na na na na na na na na
Na na na na na na na na, na ji na
Tere bina hamein na jeena, na jeena

–MALE–
Tere saath hi hai jeena
Kal se aaj, aaj se kal
Kal se aaj, aaj se kal naam tumhaare hai har pal

–FEMALE–
Yeh kasam bhulaiyo na, door nazar se jaiyo na, jaiyo na

–MALE–
Na jaana, na jaana
Jaana kahan hai jaana, o jaana
Jaana kahan hai jaana

–FEMALE–
Na na na na na na na na, na na
Na na na na na na, na na na na na na na ji na
Na na, na na, na na, na na na ji na
Na na na na na na na, na ji na
Tere bina hamein na jeena, na jeena
Tere bina hamein na jeena

–MALE–
Tere saath hi hai jeena


Pyaar Se Pyaare Tum

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Pyaar Se Pyaare Tum
Hindi Movie/Album Name: DEEWANGEE
Singer(s): SONU NIGAM

Hindi Lyrics:

–MALE–
(Pyaar se pyaare tum the sanam
Jitna chaaha tumko, utna tha kam) - 2
Pyaar is dil mein jagaaya
Apnon se dhoka khaaya
Mar gaye tujhpe marke hum
Ho, pyaar is dil mein jagaaya
Apnon se dhoka khaaya
Mar gaye tujhpe marke hum
Pyaar se pyaare tum the sanam
Jitna chaaha tumko, utna tha kam
Oh oh, aa aa aa
Dil yeh agar patthar ka hota sanam
Na yeh toot ta na hoti yeh aankh nam
Milta na pyaar mein gham, aa gaye kis mod pe hum - 2
Is bheed mein bhi tanhaai hai
Ho, is bheed mein bhi tanhaai hai
Yeh pyaar bada harjaayi hai
Pyaar is dil mein jagaaya
Apnon se dhoka khaaya
Mar gaye tujhpe marke hum
Teri khata hai na to meri khata
Na tu bewafa hai na main bewafa
Dil ko to tootna tha, yeh pyaar ka hai dastoor - 2
Yeh pyaar bhi hai kitna majboor
Ho, yeh pyaar bhi hai kitna majboor
Tu saamne hai phir bhi hai door
Pyaar is dil mein jagaaya
Apnon se dhoka khaaya
Mar gaye tujhpe marke hum
(Pyaar se pyaare tum the sanam
Jitna chaaha tumko, utna tha kam) - 2
Oh oh, aa aa aa - 3


Dholi O Dholi

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Dholi O Dholi
Hindi Movie/Album Name: DEEWANGEE
Singer(s): KAVITA KRISHNAMURTHY AND BABUL SUPRIYO

Hindi Lyrics:

Dholi o dholi, haan dholi o dholi
Dholi baja re dhol
Dholi baja re dhol, hui hai raat rangeeli
Ae haan haan, ae haan haan - 2

Aankhon ki boli bol, hui hai raat rangeeli

Ae haan haan, ae haan haan

Mera kangna khan khan bole, meri paayal chhan chhan bole
Meri baali chhumke dole, chori chori haule haule

Hey, ishq ki khul gayi pol

Ae haan haan, ae haan haan

Haan tere ishq ki khul gayi pol, hui hai raat rangeeli

Dholi baja re dhol
Teri jawaani pe hai aaj raat
Honton pe aayi dil ki aaj baat
Kuch ho na jaaye main darrti hoon
Haan haan, kuch ho na jaaye main darrti hoon
Main laaj ke maare marti hoon
Main laaj ke maare marti hoon, haai haai haai

Laaj ke bandhan khol

Ae haan haan, ae haan haan

Tu laaj ke bandhan khol, hui hai raat rangeeli

Dholi baja re dhol

Kehte hain chaahat jisko meri jaan
Us rog ki na dava hai na dua, haan haan

Sab ka yeh chain chheen leta hai
Haan haan, sab ka yeh chain chheen leta hai
Yeh dard sabhi ko deta hai
Yeh dard sabhi ko deta hai, haai haai haai

Yeh dard to hai anmol

Ae haan haan, ae haan haan

Haan yeh dard to hai anmol, hui hai raat rangeeli

Mera kangna khan khan bole, meri paayal chhan chhan bole
Meri baali chhumke dole, chori chori haule haule

Dholi baja re dhol, hui hai raat rangeeli

Dholi baja re dhol


Deewangee (Duet)

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Deewangee (Duet)
Hindi Movie/Album Name: DEEWANGEE
Singer(s): K.K. AND MAHALAXMI

Hindi Lyrics:

(Yeh taazgi, yeh saadgi
Yeh aashiqui, deewaangi) - 2
Pehle kabhi dekhi nahin, dekha tujhe dil ne kaha
Tu hi to hai, tu hi to hai meri zindagi
Tu hi to hai deewaangi
Yeh taazgi, yeh saadgi
Yeh aashiqui, deewaangi
Peepal ki resham chhaaon mein
Hum khush bahut the gaaon mein
Phas gaye shaher ke jaal mein
Kis mod pe le aayi hai
Humko hamaari yeh zindagi
Yeh taazgi, yeh saadgi
Yeh aashiqui, deewaangi

Mm, mm, mm, aa, aa, aa

Is jhilmilaate shaher mein
Harsu andhere hain chhupe
Harsu lutere hain chhupe
Is shaher mein rishte kho gaye
Is shaher mein tu bhi kho gayi

Ho ho ho ho, ho ho ho ho

Tujhsa na pehle tha koi
Tujhsa na koi aaj hai
Tujhsa na koi hoga kal
Tere liye main jaan doon
Tere liye main jaan loon
Yeh taazgi, yeh saadgi
Yeh aashiqui, deewaangi
Pehle kabhi dekhi nahin, dekha tujhe dil ne kaha
Tu hi to hai, tu hi to hai meri zindagi
Tu hi to hai deewaangi - 2
Deewaangi, deewaangi, deewaangi - 2


Ai ajnabi, teri pehli nazar

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Ai ajnabi, teri pehli nazar
Hindi Movie/Album Name: DEEWANGEE
Singer(s): SUNIDHI CHAUHAN

Hindi Lyrics:

(Ai ajnabi, teri pehli nazar mera dil le gayi
Agar tu dil de de
Naam likh doon tere sanam
Teri kasam meri saansein meri baahein deewaane) - 2
Ai ajnabi
O, na jaane tune kya kar diya hai
Had se guzarne lagi main
Tujhse mili to lagta hai aisa
Ke pyaar karne lagi main - 2
Ai ajnabi, teri pehli nazar mera dil le gayi
Agar tu dil de de
Naam likh doon tere sanam
Teri kasam meri saansein meri baahein deewaane
Ai ajnabi
Dil yeh kahan sab pe aata hai
Bas ek baar yeh ho jaata hai
Pyaar hai yeh kiske bas ki baat
Yeh to khel hai kismat ke haath) - 2
Kaun kehta hai chaahat pe chalta hai dil ka zor - 2
(Ai ajnabi, teri pehli nazar mera dil le gayi
Agar tu dil de de
Naam likh doon tere sanam
Teri kasam meri saansein meri baahein deewaane) - 2
Ai ajnabi