Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: O Mummy Mummy
Hindi Movie/Album Name: DEEWANA MASTANA
Singer(s): UDIT NARAYAN
Hindi Lyrics:
O mummy mummy
O daddy daddy
O mummy daddy
Ho jaao ready
Jisse meri shaadi hogi
Jisse meri shaadi hogi
Aaj maine vo ladki dhoondh li hai
O mummy mummy
O daddy daddy
O mummy daddy
Ho jaao ready
Jisse meri shaadi hogi
Jisse meri shaadi hogi
Aaj maine vo ladki dhoondh li hai
O mummy mummy
O daddy daddy
Do nainon ki patri pe
Do nainon ki patri pe
Dil ki gaadi daudegi
Ye gaadi is duniya ke saare signal todegi
Aaga aage engine peechhe peechhe bogey
Aaga aage engine peechhe peechhe bogey
Jisse meri shaadi hogi
Jisse meri shaadi hogi
Aaj maine vo ladki dhoondh li hai
O mummy mummy
O daddy daddy
O mummy daddy
Ho jaao ready
Jisse meri shaadi hogi
Jisse meri shaadi hogi
Aaj maine vo ladki dhoondh li hai
O mummy mummy
O daddy daddy
Bas thode hi dinon mein vo band kili khil jaayegi
Mujhko biwi
Mujhko biwi mummy daddy tumko bahu mil jaayegi
Maine to haan kar di
Arre maine to haan kar di
Uski haan baaki hai
Vo jaldi se haan karde bas thodi si jaan baaki hai
Varna mar jaayega ye prem ka rogi
Varna mar jaayega ye prem ka rogi
Jisse meri shaadi hogi
Jisse meri shaadi hogi
Aaj maine vo ladki dhoondh li hai
O mummy mummy
O daddy daddy
O mummy daddy
Ho jaao ready
Jisse meri shaadi hogi
Jisse meri shaadi hogi
Aaj maine vo ladki dhoondh li hai
O m u m y
O d a d y
O m u m y
O d a d y
O mummy mummy
O daddy daddy
O mummy daddy
O daddy mummy
Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Head Ya Tail
Hindi Movie/Album Name: DEEWANA MASTANA
Singer(s): UDIT NARAYAN, VINOD RATHOD & KAVITA KRISHNAMOORTHY
Hindi Lyrics:
La ra la
Ishq hazaaron karte hain par aashik sab ka naam nahin
Ye sab ke bas ka kaam nahin
Head ya tail
Head ya tail
Pyaar mohaabbat dil ka khel
Head ya tail
Head ya tail
Pyaar mohaabbat dil ka khel
Is khel mein koi hai paas
Is khel mein koi hai paas
Koi hai paas
To koi hai fail
Head ya tail
Head ya tail
Pyaar mohaabbat dil ka khel
Head ya tail
Head ya tail
Pyaar mohaabbat dil ka khel
Is khel mein koi hai paas
Is khel mein koi hai paas
Koi hai paas
To koi hai fail
Head ya tail
Head ya tail
Pyaar mohaabbat dil ka khel
Do dilon ke beech mein jo aayega
Aayega
Muft mein bemaut maara jaayega
Do dilon ke beech mein jo aayega
Aayega
Muft mein bemaut maara jaayega
Dekhta hi rah jaayega villain
Dekhta hi rah jaayega villain
Hero heroine ko le jaayega
Ho aaj ho ya kal hoga do dilon ka mel
Hoga do dilon ka mel
Head ya tail
Head ya tail
Pyaar mohaabbat dil ka khel
Head ya tail
Head ya tail
Pyaar mohaabbat dil ka khel
Is khel mein koi hai paas
Is khel mein koi hai paas
Koi hai paas
To koi hai fail
Head ya tail
Head ya tail
Pyaar mohaabbat dil ka khel
Bade bade haar gaye is khel mein
Is khel mein
Thode paagalkhaane gaye thode jail mein
Thode jail mein
Arre bade bade haar gaye is khel mein
Thode paagalkhaane gaye thode jail mein
Dariya mein doob gaya tha mahiwaal
Dariya mein doob gaya tha mahiwaal
Raanjhe ka ho gaya tha majnu sa haal
Romeo ka ho gya tha heart fail
Ho gya tha heart fail
Head ya tail
Head ya tail
Pyaar mohaabbat dil ka khel
Is khel mein koi hai paas
Is khel mein koi hai paas
Koi hai paas
To koi hai fail
Head ya tail
Head ya tail
Pyaar mohaabbat dil ka khel
Head ya tail
Head
Tail.
Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Dil Chaahe Kisi Se
Hindi Movie/Album Name: DEEWANA MASTANA
Singer(s): ALKA YAGNIK
Hindi Lyrics:
Dil chaahe kisise pyaar karoon
Dil chaahe kisise pyaar karoon
Phir sochoon vo beimaan to nahin
Dil chaahe kisi sang bhaag chaloon
Dil chaahe kisi sang bhaag chaloon
Phir sochoon main naadaan to nahin
Dil chaahe kisise pyaar karoon
Phir sochoon vo beimaan to nahin
Kore kaagaz pe haan likh doon
Main uske naam ye jaan likh doon
Kore kaagaz pe haan likh doon
Main uske naam ye jaan likh doon
Jo bole yaar jahaan likh doon
Dil chaahe ye dil ka sauda karoon
Dil chaahe ye dil ka sauda karoon
Phir sochoon kuchh nuksaan to nahin
Dil chaahe kisise pyaar karoon
Phir sochoon vo beimaan to nahin
Chunari main zara si
Chunari main zara si sarka doon
Us zulmi ka
Us zulmi ka dil dhadka doon
Faansi pe usay main latka doon
Dil chaahe kisi ki jaan le loon
Dil chaahe kisi ki jaan le loon
Phir sochoon vo meri jaan to nahin
Dil chaahe kisise pyaar karoon
Phir sochoon vo beimaan to nahin
Dil chaahe kisi sang bhaag chaloon
Phir sochoon main naadaan to nahin
Vo beimaan to nahin
Main naadaan to nahin .