Hindi Song Lyrics

Tu Mere Samne


Tu Mere Samne

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Tu Mere Samne
Hindi Movie/Album Name: DARR
Singer(s): LATA MANGESHKAR & UDIT NARAYAN

Hindi Lyrics:

Tu Mere Samne Maein Tere Samne
Tujhko Dekhoon Ke Pyar Karoon
Yeh Kaise Ho Gaya, Tu Meri Ho Gayi
Kaise Maein Aitbaar Karoon

Toot Gayi Toot Ke Maein Choor Ho Gayi
Teri Zid Se Majboor Ho Gayi
Tera Jadu Chal Gaya, O Jaadugar
Toot Gayi Toot Ke Maein Choor Ho Gayi
Teri Zid Se Majboor Ho Gayi
Tu Mere Samne Maein Tere Samne…

Teri Zulfonse Khelunga Maein
Tujhko Baahon Mein Le Lunga Maein
Dil To Dete Hain Aashiq Sabhi
Jaan Bhi Tujhpe De Doonga Maein
Mere Hothon Ke Gulaab Mang Le
Meri Aankhon Se Sharaab Mang Le
Tera Jaadu Chal Gaya O Jaadugar…

Is Kahani Ke Sau Saal Hain
Is Jawaani Ke Sau Saal Hain
Yeh Tere Pyar Ke Chaar Pal
Zindagani Ke Sau Saal Hain
Ek Baar Nahin Sau Baar Karle
Ji Bhar Ke Tu Mujhe Pyaar Kar Le
Tera Jaadu Chal Gaya O Jaadugar…


Meri Maa Ne Laga Diye

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Meri Maa Ne Laga Diye
Hindi Movie/Album Name: DARR
Singer(s): KAVITA KRISHNAMURTI, LATA MANGESHKAR, PAMELA

Hindi Lyrics:

(meri maa ne meri maa ne laga diye solaah button meri choli mein
mere baabul o mere baabul tu ab jaldi se baithaade mujhe doli mein) - 2
mere baabul tu ab jaldi se baithaade mujhe doli mein

meri paayal mein satara ghungroon - main sataraan saal ki huyi
yehi to woh o yehi to woh umar hai jis mein ke sohni mahiwaal ki hui - 2
mere haathon mere haathon mere haathon mein atharaah chudiyaan
main chham chham nachadi phiraan
pichhe picche meri laaj nighodi main aage aage nachdi phiraan - 2

jhuti dari pe mooch laga ke, dagaa wo beimaan reh gaya
aaya banke o aaya banke gali ka darzi, kameez ka woh naap le gaya - 2
kaise de doon haay kaise de doon de doon
kaise de doon main dil tujhe sajana yeh dil hai rumaal to nahin
kaise le loon kaise le loon main tere kangna kahin yeh koi chaal to nahin
koi ladka pasand nahin aaya ke bas maine na kardi
naam uska naam uska magar jab aaya to phat maine haan kardi
oy shava shava shava
kaise jaaon sajana se milne main kaise ikraar karloon
sab poochenge o (sab poochenge aayi kahaan se bahana taiyaar kar loon) - 2

mere nainon ke teer kamaan se churaake saare teer le gaya
main naha ke talaab se nikali woh meri tasveer le gaya
kuch de ke kya? kuch de ke use tu waapas woh teri tasveer maang le
aisa na ho (aisa na ho ke chouraahein pe woh teri tasveer taang de) - 2

mujhe sakhiyon mujhe sakhiyon mujhe sakhiyon aise na nachaao ki yeh hai sasuraal meri
mere lehnge mein o mere lehnge mein ghoongroon lagaoo to phir dekho chaal meri
mere lehnge mein ghoongroon lagaoo to phir dekho chaal meri
meri maa ne laga diye solaah button meri choli mein
mere baabul o mere babul tu ab jaldi se baithaade mujhe doli mein
mere baabul tu ab jaldi se baithaade mujhe doli mein


Jadoo Teri Nazar

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

 Hindi Song Title: Jadoo Teri Nazar
Hindi Movie/Album Name: DARR
Singer(s): UDIT NARAYAN

Hindi Lyrics:

Jadoo Teri Nazar, Khushboo Tera Badan
Tu Haan Kar Ya Naa Kar
Tu Hai Meri Kiran
Jadoo Teri Nazar …

Mere Khwaabon Ki Tasvir Hai Tu
Bekhabar Meri Taqdeer Hai Tu
Tu Kisi Aur Ki Ho Na Jana
Kuch Bhi Kar Jaaonga Main Deewana
Tu Haan Kar Ya …

Faasle Aur Kam Ho Rahen Hain
Door Se Pas Hum Ho Rahen Hain
Maang Loonga Tujhe Asaman Se
Chheen Loonga Tujhe Is Jahaan Se
Tu Haan Kar Ya …

Hindi Song Title: Jadoo Teri Nazar(Remix)
Hindi Movie/Album Name: DEEWANAPAN(ALBUM)
Singer(s): SANDEEP

Hindi Lyrics:

(Jadoo Teri Nazar, Khushboo Tera Badan - 2
Tu Haan Kar Ya Naa Kar - 2
Tu Hai Meri Kiran - 2 ) - 2

(Mere Khwaabon Ki Tasvir Hai Tu
Bekhabar Meri Taqdeer Hai Tu ) - 2
Tu Kisi Aur Ki Ho Na Jana
Kuch Bhi Kar Jaaonga Main Deewana
Tu Haan Kar Ya Naa Kar - 2
Tu Hai Meri Kiran - 2
Jadoo Teri Nazar, Khushboo Tera Badan - 2

(Faasle Aur Kam Ho Rahen Hain
Door Se Pas Hum Ho Rahen Hain ) - 2
Maang Loonga Tujhe Asaman Se
Chheen Loonga Tujhe Is Jahaan Se
Tu Haan Kar Ya Naa Kar - 2
Tu Hai Meri Kiran - 2
Jadoo Teri Nazar, Khushboo Tera Badan - 4


Chhota Sa Ghar Hai Yeh Magar

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 5 out of 5)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Chhota Sa Ghar Hai Yeh Magar
Hindi Movie/Album Name: DARR
Singer(s): ABHIJEET, LATA MANGESHKAR

Hindi Lyrics:

chhota sa ghar hai ye magar - 2
tum isako pasand karalo (darawaaja band karalo) - 2
main haan kahu ya na kahu - 2
tum mujhako rajaamand karalo (darawaaja band karalo) - 2

(ye ghar nahi ye hai ek sapana
sapana nahi sach hai pyar apana) - 2
is pyaar se lag ke gale - 2
mulaakaat chand karalo darawaaza band karalo
main haan kahu ya na kahu - 2
tum mujhako rajaamand karalo (darawaaja band karalo) - 2

(chhuna na mujhako o mere chaila
gora badan ho jaayega maila) - 2
is rang ka is roop ka - 2
na itana ghamand karalo darawaaja band karalo
main haan kahu ya na kahu - 2
tum mujhako rajaamand karalo (darawaaja band karalo) - 2

suraj sitaare ya phool laanu
is ghar ko main kaise sajaanu
phoolon se ia ghar ko main sajaanu
bolo main kya kya saamaan laanu
rehana mujhe dil mein tere - 2
bas isaka prabhhad karalo darawaaja band karalo
chhota sa ghar hai ye magar - 2
tum isako pasand karalo darawaaja band karalo
main haan kahu ya na kahu - 2
tum mujhako rajaamand karalo (darawaaja band karalo) - 4


Ang Se Ang Lagana

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Ang Se Ang Lagana
Hindi Movie/Album Name: DARR
Singer(s): VINOOD RATHOD, ASHA BOSLE

Hindi Lyrics:

Are jo jhimi ayee, are jo jhimi ayee
Tum aaj karaloo, chaho jise bina baho meh barloo
Ang se ang lagana sajaan hame aise rang lagana x 2
Ghal lo se yeh ghal la lagake, naino se yeh naina milake
Holi aaj meh nana sajaan hame aise rang lagana
Ang se ang lagana sajaan hame aise rang lagana x 2

Upaar upaar rang lagaayo na kario kuch liche
Mujse kuchna bole garye chupse akia miche
Hoo… Bach ke paroo san jaane na payee
Jaye to aapas aane na payee
Door meh nay aise, baaso maroora
Sajara na gagaara, kuch be na choora
Lapata likaado… lapata likaado ane meh hum
Dharte gay jurmaana
Ang se ang lagana sajaan hame aise rang lagana x 2
Rang barase bhige chunaravaali, rang barase x 2

Kaise ki jatanee bhigee chunaree bhigee cholee
Holika hai naam are yeh tohay aap meh cholee
Aaj banaa hare larka Kandha
Aaj banee hare larki Radha
Tu Radha meh Kandha, na na na na, kya?
Bigalee aur badaal, tum donor hai pagaal
Hey hubia joorie, bas deer hai toorie
Tum jeewan sati, ham sa baratie!
Rang goki doolie, ley ayee holi
Barlo pichakari, karilo kay aree!
Bhigini shaano band ke tum, naino ke teer chalana
Ang se ang lagana sajaan hame aise rang lagana x 2
Rang barase bhige chunaravaali, rang barase x 2

Bhige bhige tere badam se
Jaise, sholay, lapaka rahey hai
Apna rasta dekhe musafir, tere, naino, batake rahey hai
Meh bhoola rasta, rasepay aaja
Meh taam ro bhaya, mhuj cher o siya
Tum dil ma toro, tum aachal choro
Tum kahey rhootie, Hey? Mere choori dooti
Dil mera toota, chal hacha jhoota
Tu nach meh gawoo, tu baike meh jawoo
Mushkil hai jaana, tu hai dewaana
Muje ang lagaale, bas rang lagaale
Ne laake peela, ne nana peela
Kya laal ghulabee, tu bolo bhabi
Juski baar sindoor manga kaar, kiski maang sajaana
Ang se ang lagana sajaan hame aise rang lagana x 2