Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Winner
Hindi Movie/Album Name: DAHEK - A RESTLESS MIND
Singer(s): SHAAN
Hindi Lyrics:
soldger bano to har jung jeet ke dikhaavo
saare jahaan ko
shaayar bano to labjo ki dhaar se hila do
saari jahaan ko
doctor bano agar tum kabhi sawaaro laakhon ki jindagi
aashiq bano to phir pyaar se giraado tum har deewaar
you got be a winner all the way - 2
you got be a winner all the way now
you got be a winner all the way
(teacher banake jalaavo gyan ka diya
roshani jisaki laaye khushiyaan) - 2
aag se khele, jo raakh jhele
use pata hain, kya hain jindagi
wahi to sabse bada khilaadi
jo jaane jitana har baari
maajhi ho tum to toofaano mein
laana hain kashti kinaaro pe
raahi bano to manjil tumhe
paana hain karake sabar
you got be a winner all the way - 2
you got be a winner all the way now
you got be a winner all the way
winner all the way - 4
mm mm mm mm…. all the way
winner all the way - 2
you got be a winner all the way - 2
you got be a winner all the way now
you got be a winner all the way
Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Tip Tap Toop
Hindi Movie/Album Name: DAHEK - A RESTLESS MIND
Singer(s): SHREYA GHOSHAL
Hindi Lyrics:
(tip tap toop, chup gup chup, booodon ki dhun
kehti hai sun, sapna koi chun
lagta hai aise jaise thehra ho pal
jaane khoye hai hum kahaan) - 2
(mehek rahi dheemi dheemi khushboo kahin
pighal rahi zara zara yeh chaandani
na jane kyun behak rahi hai yeh fiza
kisko khabar kisko pata) - 2
gehri halki chalti rukti
lagta hai badali si apni duniya
jaane khoye hai hum kahaan
(duur kahin aasmaan pe sehra saje
saanson mein kyun meethe meethe sargam baje
chali kyun yeh sanana sanana thandi hawa
rindana din suhana sama) - 2
palke chalke sapne kalke
lagta hai mile phir se khoyi khushiyaan
jaane khoye hai hum kahaan
tip tap toop, chup gup chup, booodon ki dhun
kehti hai sun, sapna koi chun
lagta hai aise jaise thehra ho pal
jaane khoye hai hum kahaan
Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Andheri RaahonMein (Son)
Hindi Movie/Album Name: DAHEK - A RESTLESS MIND
Singer(s): SHAAN
Hindi Lyrics:
andheri raahon mein mile na mile humsafar
yuhi tum befikar chalte raho
nigahon mein kahin sapno ka hai basar
sitaaron si raatbhar jalte raho
ho khud pe ho aitbaar to mumkin hai sabhi
zamana tumse hai zamaane se tum nahi
andheri raahon mein mile na mile humsafar
yuhi tum befikar chalte raho
(phasale manjile har mod par hain nayi
josh hain jab talak haarenge hum na kabhi) - 2
mushkile aani jaani hain, beharon ko behane bhi do
jamake phir barase har khushi, kaash yun bhi to ho
andheri raahon mein mile na mile humsafar
yuhi tum befikar chalte raho
(kyon kare taaron ke girane ka hum intjaar
sach hame karana hain apane sapne hajaar) - 2
chaar pal ki hain jindagi, apane dil ki suno
ji lo ji bharke aaj tum, phi ye pal ho na ho
(dhadkane gaye jo san gungunaye sama
paao mein ho zameen sar pe rahe aasmaaan) - 2
hosla kam ho na kabhi chahe jo halaat ho
bekasi mein chupi hui nagmo ko pehchaan lo
andheri raahon mein mile na mile humsafar
yuhi tum befikar chalte raho
andheri raahon mein mile na mile humsafar
yuhi tum befikar chalte raho
nigahon mein kahin sapno ka hai basar
sitaaron si raatbhar jalte raho
ho khud pe ho aitbaar to mumkin hai sabhi
zamana tumse hai zamaane se tum nahi
hmm hmm hmm….chalte raho
hmm hmm hmm….jalte raho
Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Andheri Raahon Mein (Dad)
Hindi Movie/Album Name: DAHEK - A RESTLESS MIND
Singer(s): ABHIJEET
Hindi Lyrics:
(andheri raahon mein mile na mile humsafar
yuhi tum befikar chalte raho
nigahon mein kahin sapno ka hai basar
sitaaron si raatbhar jalte raho) - 2
ho khud pe ho aitbaar to mumkin hai sabhi
zamana tumse hai zamaane se tum nahi
andheri raahon mein mile na mile humsafar
yuhi tum befikar chalte raho
(dhadkane gaye jo san gungunaye sama
paao mein ho zameen sar pe rahe aasmaaan) - 2
hosla kam ho na kabhi chahe jo halaat ho
bekasi mein chupi hui nagmo ko pehchaan lo
andheri raahon mein mile na mile humsafar
yuhi tum befikar chalte raho
(kho gaya jo gaya aaye na phir woh kabhi
gum mile ya khushi shikwa na kar zindagi) - 2
bezubaaan khawashiyon ko tum apni awaaaz do
jee lo jee bhar aaj tum phir yeh pal ho na ho
andheri raahon mein mile na mile humsafar
yuhi tum befikar chalte raho
nigahon mein kahin sapno ka hai basar
sitaaron si raatbhar jalte raho