Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Zindagi…. jeena zindagi hamse sikho
Hindi Movie/Album Name: CHHODO NA YAAR
Singer(s): SHAAN
Hindi Lyrics:
zindagi, zindagi, zindagi, zindagi…
jeena zindagi hamse sikho
karna dosti hamse sikho
jeena zindagi hamse sikho, karna dosti hamse sikho
shamma ke deewaane, hum yaara parwaane
masti mein rehte hai hum yaar mastaane, parwa kisi ki na bhi
jeena zindagi hamse sikho, karna dosti hamse sikho
manjil ke hum deewaane, masti se apana waasta - 3
jahaan ruk gaye wahaan hai manjil, jahaan chal pade raasta
jo soch lena hai woh kar hi dena hai
ghabraan mushkil hai, masti ki sena hai, parwa kisi ki na bhi
jeena zindagi hamse sikho, karna dosti hamse sikho
apana khishiyon se yaaraana, ghum kya kisko pata - 3
mushkil pichhe hat jaana, apana hai dhang juda
hoga, nahi hoga, dekhenge jo hoga
wohi kiya humne, sabne jisetoka, parwa kisi ki na bhi
jeena zindagi hamse sikho, karna dosti hamse sikho
zindagi, zindagi, zindagi, zindagi ooh…
Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Talwaar Re, Tere Kajare Ki Dhaar Re
Hindi Movie/Album Name: CHHODO NA YAAR
Singer(s): DALER MEHNDI, SUNIDHI CHAUHAN
Hindi Lyrics:
kal raat maine tanhaayi mein tujhe dekh liya angdaayi mein
meri nindein vindein ho gayi choor main jal gaya aag paraayi mein
yeh nind udein toh udane de
par naino se naina judne de
yeh nind udein toh udane de, naino se naina judne de
main bhi raazi, tu bhi raazi, ji bhar ke kar didaar re
(talwaar re - 4, tere kajare ki dhaar re) - 2
yeh nind udein toh udane de, naino se naina judne de
main bhi raazi, tu bhi raazi, kya kar legi sarkaar re
(talwaar re - 4, tere kajare ki dhaar re) - 2
khub teri baatein hain, hum toh mar jaate hain
chaal teri naagin hain, hum toh dar jaate hain
tu toh diljaani hain, mera diljaani hain
kisliye darata hai, teri naadaani hain
ik hum hi nahi hai mehfil mein, tere ishq ke sab bimaar re
talwaar re
(talwaar re - 2, tere kajare ki dhaar re) - 2
yaad haay teri yaad
yaad teri aati hai, pyaar barsaati hai
chhodake humko kyun tu chali jaati hain
waqt par aati hoon, waqt par jaati hoon
kyun tumhein lagta hai tumko tarsaati hoon
ik hum hi nahi hai duniya mein, tera sabko intjaar re
talwaar re
(talwaar re - 2, tere kajare ki dhaar re) - 2
yeh nind udein toh udane de, naino se naina judne de
main bhi raazi, tu bhi raazi, ji bhar ke kar didaar re
(talwaar re - 2, mere kajare ki dhaar re) - 2
(talwaar re - 2, tere kajare ki dhaar re) - 4
Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Luta Hai Jamaane Ne
Hindi Movie/Album Name: CHHODO NA YAAR
Singer(s): SUKHWINDER SINGH
Hindi Lyrics:
(luta hai jamaane ne - 2) (usape hai yeh tanhaayi - 2)
jaalim yeh judaayi hai - 3, abb jaan pe ban aayi hai
luta hai jamaane ne, usape hai yeh tanhaayi
iss yaadon ke jungle mein, armaano ke har pal mein - 2
har sint dikhe tu hi tu, tu hi tu - 2
bas tu, (chaand bhi teri parchhayi - 2)
jaalim yeh judaayi hai - 3, abb jaan pe ban aayi hai
(luta hai jamaane ne - 2) (usape hai yeh tanhaayi - 2)
ashkom ka chala tufaan, tufaan mein yeh dil duba - 2
furkat mein sanam teri - 5
aankhein huyi hai daryaayi - 2
jaalim yeh judaayi hai - 3, abb jaan pe ban aayi hai
(luta hai jamaane ne - 2) (usape hai yeh tanhaayi - 2)
Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Kasak Uthi Mere Mann Mein Piya
Hindi Movie/Album Name: CHHODO NA YAAR
Singer(s): ANAND RAJ ANAND
Hindi Lyrics:
piya piya o re piya, jiya o re jiya - 3
kasak uthi mere mann mein piya, mujhe gale lagaale - 3
gale lagaalein, jiya dhadkaalein, sapno ke apne sajaale, sajaale
kasak uthi mere mann mein piya, mujhe gale lagaale
piya piya o re piya, jiya o re jiya
tu meri jindagi jahaan tu mera mann wahaan
duniya se kya waasta, tu hi mera saara jahaan
tu (aankhon mein chhupaale, dil mein basaale - 3)
sine se apane lagaale, lagaale
kasak uthi mere mann mein piya, mujhe gale lagaale
piya piya o re piya, jiya o re jiya
bebasi ka guma tere sang manjoor hai
apna tujhe maankar dil mera magroor hai
armaan saare tujhpe hai waare - 3
khud ko kiya tere hawaale, hawaale
kasak uthi mere mann mein piya, mujhe gale lagaale - 2
gale lagaalein, jiya dhadkaalein, sapno ke apne sajaale, sajaale
kasak uthi mere mann mein piya, mujhe gale lagaale
Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Jhoom Le Jhoom Le
Hindi Movie/Album Name: TISHNAGI
Singer(s): SHAAN
Hindi Lyrics:
dhuaan dhuaan samaa hosh kise yahaa
mausam mein masti hai mazaa aa rahaa hai
beheke beheke kadam mehke mehke badan
halkaa halkaa saa ek nashaa chhaa rahaa hai
jhoom le let the music move your body jhoom le inn baahon mein machal jaa
choom le you got to make it with somebody aaj tu zaraa
choom le
kab kaha kis mod pe kin lamhon ko jodke
zindagi kaha le aaye koi naa jaane
ye jo kal tere saath hai yahi to tere hath hai
isa pal mein ji le ise apanaa banaa le
jhoom le let the music move your body jhoom le inn baahon mein machal jaa
choom le you got to make it with somebody aaj tu zaraa
choom le
kaayadon ke qaid se faaydon ke vaid se
hokar tu aazad kar le jo bhi tera dil ye chaahe
choom le
dhuaan dhuaan samaa hosh kise yahaa
mausam mein masti hai mazaa aa rahaa
beheke beheke kadam mehke mehke badan
halakaa halakaa saa ek nashaa aa rahaa
(jhoom le let the music move your body jhoom le inn baahon mein machal jaa
choom le you got to make it with somebody aaj tu zaraa
choom le)- 3
Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Chhodo Na Yaar
Hindi Movie/Album Name: CHHODO NA YAAR
Singer(s): SHARIB, UJJAYINEE ROY
Hindi Lyrics:
o yaara, dildaara mainu chhadake na ja dildaara - 2
(lets rock with the group mere yaara
lets ?? with the move dildaara
khud jiyon aur jine do, shikave na karo mere yaara
chhodo sochana ?? rulaana jhagadana tum hi toh ho mere yaara) - 2
chhodo na yaar, chhodo na yaar……..
o yaara, dildaara mainu chhadake na ja dildaara - 2
yaara, yaara, yaara……
chhodo na yaar, chhodo na yaar……..