Hindi Song Lyrics

aansoo samaz ke kyon


aansoo samaz ke kyon

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: aansoo samaz ke kyon
Hindi Movie/Album Name: CHHAYA
Singer(s): TALAT MEHMOOD

Hindi Lyrics:

aansoo samaz ke kyon muze aankh se toone giraa diyaa
motee kisee ke pyaar kaa mittee mein kyon milaa diyaa

jo naa chaman mein khil sakaa, main wo gareeb fool hoo
jo kuchh bhee hoo bahaar kee, chhoteesee yek bhool hoo
jis ne khilaa ke khud muze, khud hee muze bhoolaa diyaa

meree khataa maaf hai, bhoole se aa gayaa yahaa
waranaa muze bhee hain khabar, meraa naheen hain ye jahaan
doob chalaa thaa neend me, achchhaa kiyaa jagaa diyaa


aankhon mein mastee sharaab kee

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: aankhon mein mastee sharaab kee
Hindi Movie/Album Name: CHHAYA
Singer(s): TALAT MEHMOOD

Hindi Lyrics:

aankhon mein mastee sharaab kee
kaalee julfo mein raate shabaab kee
jaane aayee kahaa se toot ke
mere daaman mein pankhudee gulaab kee

chaand kaa tukadaa kahoo yaa, husn kee duniyaan kahoo
pareet kee saragam kahoo yaa pyaar kaa sapanaa kahoo
sochataa hoo kyaa kahoo, is shaukh ko main kyaa kahoo

chaal kahatee hain naa ho, pahalee ghataa barasaat kee
har adaa apanee jagah, taareef ho kis baat kee
aarajoo kitane dinon se, thee humei is raat kee


Itna na mujhse pyaar karo

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Itna na mujhse pyaar karo
Hindi Movie/Album Name: CHHAYA
Singer(s): LATA MANGESHKAR & TALAT MEHMOOD

Hindi Lyrics:

Itna na mujhse pyaar tu badha
ki main ik badal aawara
kaise kisi ka sahara banoon
ki main khudh beghar bechara

Isliye tujhse main pyaar karoon
ki too ik badal aawara
janam janam se hoon saath tere
hai naam mera jal ki dhara

Itna na mujhse pyaar tu badha
ki main ik badal aawara
janam janam se hoon saath tere
hai naam mera jal ki dhara

(Mujhe ek jagah aaraam nahi
ruk jana mera kaam nahi) -2
Mera saath kahan tak dogi tum
main dekh videsh ka banjara

Itna na mujhse pyaar tu badha
ki main ik badal aawara
kaise kisi ka sahara banoon
ki main khudh beghar bechara

Isliye tujhse main pyaar karoon
ki too ik badal aawara
janam janam se hoon saath tere
hai naam mera jal ki dhara

(Paani gagan ke deewane
too pyaar mera na pahchane) -2
main tab tak saath chaloon tere
jab tak na kahe too main haara

Isliye tujhse main pyaar karoon
ki too ik badal aawara
janam janam se hoon saath tere
hai naam mera jal ki dhara

Itna na mujhse pyaar tu badha
ki main ik badal aawara
kaise kisi ka sahara banoon
ki main khudh beghar bechara

(kyoon pyaar main too nadaan bane
ik pagal ka armaan bane) -2
Ab laut ke jaana mushkil hai
maine chhod diya hai jag sara

Itna na mujhse pyaar tu badha
ki main ik badal aawara
janam janam se hoon saath tere
hai naam mera jal ki dhara