Hindi Song Lyrics

O Maanjhi Re Jaaye Kahaan


O Maanjhi Re Jaaye Kahaan

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: O Maanjhi Re Jaaye Kahaan
Hindi Movie/Album Name: BANDHE HAATH
Singer(s): ASHA BHOSLE

Hindi Lyrics:

((o maanjhi - 4) re jaaye kahaan) - 2
kahaan
nainon mein mere ghata ghanaghor
saanson mein uthe pavan ka shor
aane vaala hai re koyi tuufaan
o maanjhi

pyaar o maanjhi tera jhuutha hai
mit banake tuune luuta hai
bhari duniya mein akeli huun
jaan ghaayal dil tuuta hai
suujhe nahin aar paar
laaya kahaan tera pyaar
o maanjhi

tu mera hai mainne socha tha
yahi sapana tha nigaahon mein
tu khiwaiya hoga re jivan ka
paar utaruungi teri baahon mein
ek tu hi tha mera
aur tu bhi chal diya
o maanjhi


Kya Jaano Main Huun Kaun

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

 Hindi Song Title: Kya Jaano Main Huun Kaun
Hindi Movie/Album Name: BANDHE HAATH
Singer(s): KISHORE KUMAR

Hindi Lyrics:

huun huun huun
(kya jaano main huun kaun maara huwa zindagi ka
mujhako to mahafil mein laaya hai pyaar kisi ka) - 2
lag ke gale se phir bhi machal na sakuun main
dekho ye mere bandhe haath
kaise miluun tumase chaahuun to mil na sakuun main
dekho ye mere bandhe haath

(murajhaaye gul ke paas jaise bahaar ki baanhein
mere paas vaise hi phaili hain yaar ki baanhein) - 2
thaam ke inako phir bhi sanbhal na sakuun main
dekho ye mere

(sine mein dil mera kahane ko pyaar ka dil hai
dhadake na khul ke jo vo bekaar sa dil hai) - 2
jalata huun lekin pahalu badal na sakuun main
dekho ye mere