Hindi Song Lyrics

Ankhiyan Sang Akhiyan Lagi


Ankhiyan Sang Akhiyan Lagi

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Ankhiyan Sang Akhiyan Lagi
Hindi Movie/Album Name: BADA AADMI
Singer(s): MOHD RAFI

Hindi Lyrics:

ho
akhiyan sang akhiyaan laagi aaj (2)
jhoome baar baar mere mann mein pyaar
nit aisa to mausam aaye na
akhiyan sang akhiyaan laagi aaj
akhiyan sang

aaa aaa aaa
ek pyaari chhavi mere mann mein basi
din rain mere nainan mein hase
naya sapna mila koyi apna mila
phir aise kyon mera mann gaaye na
akhiyan sang akhiyaan laagi aaj
akhiyan sang

sa sa ma sa sa ni sa sa
ma sa sa ni sa sa
sa ni ni dha dha ma ma ga ma

madhmaati pawan ithalaake chali
jaise naar koyi sharmaa ke chali
kabhi rukti hui kabhi jhukti hui
ab aake yeh saawan jaaye na
akhiyan sang akhiyaan laagi aaj
akhiyan sang

akhiyan sang akhiyaan laagi aaj
akhiyan sang

ma ma ma ma ga ma ma ga ma ma ga ma sa
ma dha ma
ma dha ni sa ni sa dha ni sa ni sa dha
dha ni sa ga sa ga ni sa ga sa ga ni
sa ga ma pa ga ma dha ni sa sa ni sa
ga ma ga sa ga sa sa ga sa ni sa ni
dha ni dha ma dha ma
ma ga ma ga ma ga sa
ni dha ni dha ni dha ma
sa ni sa ni sa ni dha ni sa
aaa aaa aaa

akhiyan sang, akhiyan sang
akhiyan sang akhiyaan laagi


Mili Hai Kisise Nazar

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

 Hindi Song Title: Mili Hai Kisise Nazar
Hindi Movie/Album Name: BAD FRIEND
Singer(s): SHREYA GHOSHAL, SONU NIGAM

Hindi Lyrics:

Mili hai kisise nazar dheere dheere
Shuru zindagi ho gayi dheere dheere

Mili hai kisise nazar dheere dheere
Shuru zindagi ho gayi dheere dheere

Wafa ke naye gul khilaayenge
Naya aashiyan hum banaayenge
Mehekne lagega safar dheere dheere
Shuru zindagi ho gayi dheere dheere

Wafa ke naye gul khilaayenge
Naya aashiyan hum banaayenge
Mehekne lagega safar dheere dheere
Shuru zindagi ho gayi dheere dheere

Tera pyaar yaara hai mera sahaara
Mujhe is janam mein mila hai dobara

Meri roshini ke diye jal rahe hain
Naya pyaar le karke hum mil rahe hain

Tera mera mera tera dil hai ek sa

Tera mera mera tera dil hai ek sa

Uthi hai jigar mein leher dheere dheere
Shuru zindagi ho gayi dheere dheere

Mili hai kisise nazar dheere dheere
Shuru zindagi ho gayi dheere dheere

Yeh jo ho raha hai mujhe lag raha hai
Zindagi ka meri faisla ho raha hai

Kahan se chale the kahan aa gaye hain

Jahan phir zameen aasmaan mil rahe hain
Teri baahein teri saansein aur kya chaahiye

Teri baahein teri saansein aur kya chaahiye

Banegi kahaani amer dheere dheere
Shuru zindagi ho gayi dheere dheere

Mili hai kisise nazar dheere dheere
Shuru zindagi ho gayi dheere dheere

Wafa ke naye gul khilaayenge
Naya aashiyan hum banaayenge
Mehekne lagega safar dheere dheere
Shuru zindagi ho gayi dheere dheere

Mili hai kisise nazar dheere dheere
Shuru zindagi ho gayi dheere dheere


Kisson Mein Suna Tha

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Kisson Mein Suna Tha
Hindi Movie/Album Name: BAD FRIEND
Singer(s): ABHIJEET, SHREYA GHOSHAL

Hindi Lyrics:

Kisson mein suna tha
Parha tha kitabon mein
Kisson mein suna tha
Parha tha kitabon mein
Kisson mein suna tha
Parha tha kitabon mein
Hoti hai aisi deewangee
Hoti hai aisi deewangee
Socha na tha khwaabon mein

Kisson mein nahi main
Na hoon kitaabon mein
Kisson mein nahi main
Na hoon kitaabon mein
Chhoo ke dekho jaan-e-jaan
Chhoo ke dekho jaan-e-jaan
Hoon main tere ehsaason mein

Kisson mein suna tha
Parha tha kitabon mein

Inko pyaar ho gaya
Inko pyaar ho gaya
Haan haan pyaar ho gaya
Dekho pyaar ho gaya

Sach sach kaho o jaana
Sach ho ya koyi khwaab
Chaahat ka itni laoon
Kahan se koyi jawaab
Sach sach kaho o jaana
Sach ho ya koyi khwaab
Chaahat ka itni laoon
Kahan se koyi jawaab
Tumhaari ho gayi hoon
Khud apne iraadon se
Tumhaari ho gayi hoon
Khud apne iraadon se
Hoti hai aisi deewangee
Hoti hai aisi deewangee
Socha na tha khwaabon mein

Kisson mein nahi main
Na hoon kitaabon mein

Tum kaise ho aise
Khud se poocha karoon main
Kho jao na kahin tum
Soch ke youn daroon main
Tum kaise ho aise
Khud se poocha karoon main
Kho jao na kahin tum
Soch ke youn daroon main
La-jawaab ho jaoon
Tumhaare jawaabon se
La-jawaab ho jaoon
Tumhaare jawaabon se

Chhoo ke dekho jaan-e-jaan
Chhoo ke dekho jaan-e-jaan
Hoon main tere ehsaason mein

Kisson mein suna tha
Parha tha kitabon mein


Dhoka Hai Yeh Gunaah Hai

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Dhoka Hai Yeh Gunaah Hai
Hindi Movie/Album Name: BAD FRIEND
Singer(s): SHREYA GHOSHAL, VINAY

Hindi Lyrics:

Dhoka hai yeh gunaah hai
Yeh pyaar to ek dhuaa hai
Dhoka hai yeh gunaah hai
Yeh pyaar to ek dhuaa hai

Yeh jo jalaate hain, sataate hain
Armaan kyon mujhe
Yeh machalte hain, sulaghte hain
Maange bas tujhe

Dhoka hai yeh gunaah hai
Yeh pyaar to ek dhuaa hai

Haan, chala jaata hai woh mod ke kahan
Haan, kahan seekha hai dil todna bata
Youn chor na achha nahi o sahiba
Khelo na yeh toofaan hai
Pyaar to ek juwa hai
Yeh jo jalaate hain, sataate hain
Armaan kyon mujhe
Yeh machalte hain, sulaghte hain
Maange bas tujhe

Dhoka hai yeh gunaah hai
Yeh pyaar to ek dhuaa hai

Haan, mujhe baandho na is daaman mein shama
Mere udne ko kam hai yeh aasmaan
Haan, youn rok na achha nahi o meherbaan
Khoya sa yeh sama hai
Khoya sa yeh sama hai
Yeh pyaar to ek dhuaa hai

Yeh jo jalaate hain, sataate hain
Armaan kyon mujhe
Yeh machalte hain, sulaghte hain
Maange bas tujhe

Dhoka hai yeh gunaah hai
Yeh pyaar to ek dhuaa hai
Yeh pyaar to ek dhuaa hai
Yeh pyaar to ek dhuaa hai