Hindi Song Lyrics

aaj kee raat piyaa


aaj kee raat piyaa

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: aaj kee raat piyaa
Hindi Movie/Album Name: BAAZI
Singer(s): GEETA DUTT

Hindi Lyrics:

aaj kee raat piyaa dil naa todo
man kee baat piyaa maan lo

dil kee kahaanee, apanee jubaanee, tum ko sunaane aayee hoon
aankhon mein le ke sapane suhaane, apanaa banaane aayee hoon
chhod ke saath piyaa muh naa modo, man kee baat …

chandaa bhee dekhe, taaren bhee dekhe, hum ko gagan kee ot se
ghaayal kiyaa hain dil tum ne meraa, meethhee najar kee chot se
thaam ke haath piyaa, yoo naa chhodo, man kee baat …


Yeh Kaun Aaya

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Yeh Kaun Aaya
Hindi Movie/Album Name: BAAZI
Singer(s): GEETA

Hindi Lyrics:

oh ho ho ho ho ho ho ho
ta ra ra ram ta ra ra ra ram
ha ha ha ha
ta ra ra ram ta ra ra ra ram

ye kaun aaya
( ye kaun aaya
ke mere dil ki duniya mein bahaar aayi ) -2
ye kaun aaya

achanak ye mere haathon mein
kiska haath aaya hai
na main jaanu na dil jaane
wo apna ye paraya hai
ye kaun aaya
ke main apni hi dhadkan
sun ke sharmaya

ye kaun aaya
ke mere dil ki duniya mein bahar aayi
ye kaun aaya

dulhan ban ke jawani ki
umangen gungunati hain
bata hai kaun aankhon mein
ke aankhen muskurati hain
bikhar ke kiski baanhon se
ye meri zulf laharaayi

ye kaun aaya

ye kaun aaya
ke mere dil ki duniya mein bahaar aayi
ye kaun aaya


Ui Dekh Ke Akeli

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Ui Dekh Ke Akeli
Hindi Movie/Album Name: BAAZI
Singer(s): GEETA, CHORUS

Hindi Lyrics:

(tip tip tip tip tip tip
tip tip tip tip tip tip) - 2
geeta: ui dekh ke akeli mohe barkha sataaye
gaalon ko choome kabhi cheete udaaye re …

geeta : chali na jaaye chaal lachaku jaise daal
saadi bheegi choli bheegi bheege gore gaal
gore gaal gore gaal gore gore gaal
saadi bheegi choli bheegi bheege gore gaal ui …

geeta: loote haar singaar paapi jal ki dhaar
khuli sadak pe lut gayi logo main albeli naar
(ek albeli albeli albeli ) -2
khuli sadak pe lut gayi logo main albeli naar ui …

gee: paanv phisalta jaaye tan hichkolen khaaye
aaise mein jo haath pakad le man uska ho jaaye
(bas ho jaaye ho jaaye ho jaaye) - 2
aaise mein jo haath pakad le man uska ho jaaye ui …


Tadbeer se bigadi huwi

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Tadbeer se bigadi huwi
Hindi Movie/Album Name: BAAZI
Singer(s): GEETA DUTT

Hindi Lyrics:

(Tadbeer se bigadi huwi taqdeer bana le, taqdeer bana le
Apne pe bharosa hai to ye daav laga le, laga le daav laga le ) - 2

Darta hai zamaane ki nigaaho se bhala kyu nigaaho se bhala kyu - 2
Insaaf tere saath hai ilzaam uthhaa le, ilzaam uthhaa le
Apne pe bharosa hai to ye daav laga le, laga le daav laga le - 2

Kya khaak woh jeena hai jo apne hi liye ho apne hi liye ho - 2
Khud mitke kisi aur ko mitne se bacha le
Apne pe bharosa hai to ye daav laga le, laga le daav laga le - 2

Tootee huee patvaar hain kashti ke to ham kyaa
Haari huwi baaho ko hi patvaar bana le, patvaar bana le
Apne pe bharosa hai to ye daav laga le, laga le daav laga le - 2
Tadbeer se bigadi huwi


Tadbeer Se Bigdi Hui

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Tadbeer Se Bigdi Hui
Hindi Movie/Album Name: BAAZI
Singer(s): GEETA DUTT

Hindi Lyrics:

hey hey hey hey, hey hey (2)

(tadbeer se bigdi hui taqdeer banaa le, taqdeer bana le
apne pe bharosa hai to yeh daanv laga le
laga le daanv laga le) 2

hey hey, hey hey

(darta hai zamaane ki nigaahon se bhala kyun
nigaahon se bhala kyun) 2
insaaf tere saath hai ilzaam utha le, ilzaam utha le
apne pe bharosa … daanv laga le

hey hey, hey hey

(kya khaak woh jeena hai jo apne hi liye ho
apne hi liye ho) 2
khud mitke isi aur ko mitne se bacha le, mitne se bacha le
apne pe bharosa … daanv laga le

hey hey, hey hey

hey hey hey hey, hey hey

hey, toote hue patwaar hain kashti ke to hum kya
haari hui baahon ko hi patwaar bana le, patwaar bana le
apne pe bharosa … danv laga le
tadbeer se bigdi hui … daanv laga le


Suno Gajar Kya Gaaye

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Suno Gajar Kya Gaaye
Hindi Movie/Album Name: BAAZI
Singer(s): GEETA, CHORUS

Hindi Lyrics:

Cho: o la la la a o la la la a o o o la la

geeta:
suno gajar kya gaaye samay gujarta jaaye
o re jeene waale o re bhole bhaale
sona naa, khona na

Cho:
suno gajar kya gaaye samay gujarta jaaye
o la la la a o la la la a o o o la la

geeta:
geene-chune pal hain tere jeevan ke
dhoom macha le abhi din hain milan ke
o re jeene wale …
Cho: suno gajar kya gaaye samay gujarta jaaye

geeta:
o re jeene wale o re bhole bhaale
sona naa, khona na
cho: o la la la a o la la la a o o o la la

geeta:
husn bhi faani aur ishq bhi faani hai
hans ke bida le do ghadi ki jawaani hai
o re jeene wale …

geeta:
bichhada zamana kabhi haath na aayega
dosh na dena mujhe phir pachhataayega
o re jeene wale …

Chor: suno gajar kya gaaye
geeta: sona na
cho: samay gujarta jaaye
geeta: khona na


Sharmaaye Kaahe

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Sharmaaye Kaahe
Hindi Movie/Album Name: BAAZI
Singer(s): SHAMSHAD

Hindi Lyrics:

arr
chhai
la la la la
sharamaaye kaahe
( sharamaaye kaahe ghabraye kaahe
sun mere raja o raja aaja aaja ) -2
sharmaaye kaahe

o
kuch na soch matwaale o matwaale
dil ki maan dilwaale o matwaale o dilwaale
( duniya ke gam karta hai kyon
milne ki raaten hain darta hai kyon ) -2
milne ki raaten hain darta hai kyon

sharmaaye kaahe aay dekho
sharmaaye kaahe ghabraaye kaahe
sun mere raaja o raaja aaja aaja
sharamaaye kaahe

o
kuch na soch matwaale o matwaale
dil ki maan dilwaale o matwaale o dilwaale
( aankhon ka ras pee le zara
zulfon ke saaye mein jee le zara ) -2
zulfon ke saaye mein jee le zara

sharamaaye kaahe
aay dekho
sharmaaye kaahe ghabraaye kaahe
sun mere raja o raja aaja aaja
sharamaaye kaahe

o
kuch na soch matwaale o matwaale
dil ki maan dilwaale o matwaale o dilwaale
jaake ye din aane nahi
a tujhko de du main jannat yahi

la la la la

sharamaaye kaahe ghabaraaye kaahe
sun mere raaja o raaja aaja aaja
sharamaaye kaahe
sharamaaye kaahe ghabaraaye kaahe -2
sharamaaye kaahe


Dil Yeh Kya Cheez Hain

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Dil Yeh Kya Cheez Hain
Hindi Movie/Album Name: BAAZI
Singer(s): KISHORE KUMAR

Hindi Lyrics:

he
dil ye kya cheez hai
aur dil tamanna kya hai
teer par teer chala le tujhe
parwa kya hai

are teri kasam meri jaan

tere teeron mein chupe pyaar ke khazaane hain -2
mere labon pe dekho aaj bhi taraane hain -2
dan dar dan dar da
a dan dar dan dar da

aur honge jinhen
aaraam ke saamaan mile
apni kashti ko to
saahil pe bhi toofaan mile

are ye geet pasand nahi yaar

( naiya puraani hai
toofaan bhi puraane hain ) -2

mere labon pe dekho aaj bhi taraane hain -2
dan dar dan dar da
dar dar dan dar dan dar rru