Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Ye Lo Main
Hindi Movie/Album Name: AAR PAAR
Singer(s): GEETA
Hindi Lyrics:
ye lo main, ye lo main
ye lo main haari piyaa, hui teri jeet re
kaahe ka jhagada baalam, nai nai preet re
ye lo main haari piyaa
naye naye do nain mile hain - 2
nai mulaakaat hai
milate hi tum rooth gaye ji
ye bhi koi baat hai - 2
naye naye do nain mile hain
nai mulaakaat hai
milate hi tum rooth gaye ji
ye bhi koi baat hai
jaao ji maaf kiya
tu hi mera meet re
kaahe ka jhagada baalam nai nai preet re
hui tihaari sang chalojee - 2
baiyaan meri thaamake
baandh sanam kismat ki dori
sang tere naam ke - 2
hui tihaari sang chalojee
baiyaan meri thaamake
baandh sanam kismat ki dori
sang tere naam ke
ladate hi ladate mausam
jaaye nahi beet re
kaahe ka jhagada baalam nai nai preet re
ye lo main haari piyaa
chale kidhar ko bolo baabu - 2
sapanon ko loot ke
haay raam ji rah nahi paaye
dil mera toot ke - 2
ye lo main haari piya
Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Sun Sun Zaalima
Hindi Movie/Album Name: AAR PAAR
Singer(s): RAFI, GEETA
Hindi Lyrics:
sun sun sun sun zaalima
pyaar hamko tumse ho gaya
dil se mila le dil mera
tujhko mere pyaar ki qasam
pyaar ki nazar se duur yu na zindagi guzaar
husn tu hai ishq main kar bhi le nazar ko chaar
chaar main nazar karu aur phir huzur se
paas yu na aayiye baat keeje dur se
sun sun sun sun zaalima …
dur kab talak rahu, phool tu hai rang main
main to hu tere liye, dor tu patang main
kat gayi patang jee, dor ab na daaliye
aur kisi ke saamne ja ke dil uchhaaliye
sun sun sun sun zaalima …
baat rah na jaaye phir, waqt ye guzar na jaaye
mere pyar ka ye haar toot kar bikhar na jaaye
pyaar pyaar kah ke tu dil mera na loot re
kah raha hai tu jo baat, ho na jhooth-mooth re
sun sun sun sun zaalima …
Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Mohabbat Kar Lo
Hindi Movie/Album Name: AAR PAAR
Singer(s): GEETA, RAFI
Hindi Lyrics:
ra : mohabbat kar lo jee bhar lo aji kisne roka hai
par bade gazab ki baat hai ismein bhi dhokha hai
gi : shiqaayat kar lo ji bhar lo aji kisne roka hai
ho sake to duniya chhod do duniya bhi dhokha hai
ra : jahaan ye masti mast nazar pe chayi deta nahi kuch sujhayi
gi : takara ke nain milta hai chain murakh kyon rota hai ho
mohabbat kya hai suno ji hamse
sab kuch hai isi ke dam se
ra : kiya ek baar hamne bhi pyaar
kuch bhi nahi apna hai
milna chahu to mile judaai
ulfat mein yahaan judaai hai
gi : sab rang bhool khilta hai phool
bhanvara jab milta hai
mohabbat se khul jahaan khafa hai
par isamein bada maza hai
ra : jab dil dukhega us dam khulega
isamein kya hota hai
mohabbat kar lo …
Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Kabhi Aar Kabhi Paar - Yatra
Hindi Movie/Album Name: YATRA
Singer(s): JOJO
Hindi Lyrics:
kabhee aar, kabhee paar, laagaa teer-ye-najar - 2
saiyyaa ghaayal kiyaa re, toone moraa jigar - 2
kitanaa sanbhaalaa bairee, do nainon mein kho gayaa
dekhatee rah gayee main to, jiyaa teraa ho gayaa
dard milaa ye jeewan bhar kaa, maaraa ayesaa teer najar kaa
lootaa chain karaar
kabhee aar, kabhee paar, laagaa teer-ye-najar - 2
saiyyaa ghaayal kiyaa re, toone moraa jigar - 2
kabhee aar, kabhee paar, laagaa teer-ye-najar
saiyyaa ghaayal kiyaa re, toone moraa jigar - 2
Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Ja Ja Bewafa
Hindi Movie/Album Name: AAR PAAR
Singer(s): GEETA
Hindi Lyrics:
ja ja ja ja bewafa
kaisa pyar kaisi preet re
tu na kisi ka meet re
jhoothi tere pyaar ki qasam
ja ja ja ja bewafa …
kyon na gam se aahe bharu
yaad aa gaye kya karu
bekhabar bas itna bata
pyaar me jiyu ya maru
ja ja ja ja bewafa …
dil pe har jafa dekh li
beasar dua dekh li
kuch kiya na dil ka khayaal
ja teri wafa dekh li
ja ja ja ja bewafa …
Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Baabuji dhire chalna,
Hindi Movie/Album Name: AAR PAAR
Singer(s): GEETA DUTT
Hindi Lyrics:
Baabuji dhire chalna, pyaar mein zara sambhalna
Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein,
Baabuji dhire chalna.
Kyu ho khoye huye sar jhukaaye, jaise jaate ho sab kuchh lutaaye
Ye to baabuji pehla qadam hai, nazar aate hain apne paraaye
Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein,
Baabuji dhire chalna.
Ye mohabbat hai oh bholebhaale, kar na dil ko ghamo ke havaale
Kaam ulfat ka naazuk bahut hai, aake hontho pe tootenge pyaale
Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein,
Baabuji dhire chalna.
Ho gayi hai kisi se jo anban, thaam le dusra koyi daaman
Zindagaani ki raahein ajab hain, ho akela to laakho hain dushman
Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein,
Baabuji dhire chalna.
Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Aaisa Kaise Hoga
Hindi Movie/Album Name: AAR PAAR
Singer(s): GEETA, RAFI
Hindi Lyrics:
gee: are na na na na na na toba toba
yes tauba and not tauba
main na pyaar karungi
main na pyaar karungi kabhi kisise
toba re balam toba toba
ra: are vaah vaah vaah vaah aaisa kaisa hoga
toba kaayko karta
toba kaayko karata pyaar se darta
aisa re sanam kaisa hoga
ra: (dard-e-jigar se main weak hu bahut, karo aaisa na julam
are ho jaayenga failabhi heart hamara tere sarr ki kasam!) - 2
gee: (chhi chhi chhi chhi chhi chhi, karo na aaisi baat
dekho dekho dekho, chhodo ji mera haath)-2
ra: are vaah vaah vaah vaah aaisa kaisa hoga …
ra: (tu jo kahe dharti mein kuan khod daalu, du ye duniya ujaad
tu jo kahe chadh jaau lambe-lambe ped, unche-unche yeh pahaad) -2
gee: rich ka tu ankal, bandar ka tu baap
ra: maara baap!
gee: thoko nahi bandal, raho ji chup-chup
rich ka tu ankal, bandar ka tu baap
thoko nahi bandal, raho ji chup-chup
ra: are vaah vaah vaah vaah aisa kaisa hoga …
sach kaho raat ko akele mein dhadakta to hoga tera dil
karta to hoga tera man karu do-do batiyaan kisi se hilmil
gee: hu main koi rogi, ajab teri baat,
soti hu maze se main saari saari raat
gee: hu main koi rogi, ajab teri baat,
soti hu maze se main saari saari raat
ra: are vaah vaah vaah vaah aisa kaisa hoga ..