Hindi Song Lyrics

Mujhe Teri Mohabbat Ka


Mujhe Teri Mohabbat Ka

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (1 votes, average: 5 out of 5)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Mujhe Teri Mohabbat Ka
Hindi Movie/Album Name: AAP AAYE BAHAAR AAYI
Singer(s): MOHAMMAD RAFI AND LATA MANGESHKAR

Hindi Lyrics:

–MALE–
Dilshaad tha ke phool khilenge bahaar mein
Maara gaya gareeb isi aitbaar mein

–FEMALE–
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota - 2
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota

–MALE–
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota

–FEMALE–
Na tha manzoor kismat ko, na thi marzi bahaaron ki
Nahin to is gulistaan mein
Nahin to is gulistaan mein kami thi kya nazaaron ki
Meri nazaron ko bhi koi nazaara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota

–MALE–
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
Khushi se apni aankhon ko main ashkon se bheego leta
Mere badle tu has legi
Mere badle tu has legi, tere badle main ro leta
Mujhe ae kaash tera dard saara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota

–FEMALE–
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
Mili hai chaandni din ko, yeh unki apni kismat hai
Mujhe apne muqaddar se
Mujhe apne muqaddar se faqat itni shikaayat hai
Mujhe toota hua koi sitaara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota

–MALE–
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota


Koyal Kyon Gaaye

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

 Hindi Song Title: Koyal Kyon Gaaye
Hindi Movie/Album Name: AAP AAYE BAHAAR AAYI
Singer(s): MOH. RAFI, LATA MANGESHKAR

Hindi Lyrics:

ra : koyal kyon gaaye - 8
la : baag se jab patajhad jaaye re bahaar chali aaye
man mast pavan dhadakaaye ki ambua pe koyal gaaye

la : baadal kyon chhaaye - 4
ra : biraha ke jab geet koi gaaye re to aag lag jaaye
rimajhim paani barasaaye ki aakaash pe baadal chhaaye

( hirani si aankh teri ) - 3 morani si chaal
a tujhase puuchhuun main ik chhota sa savaal
baaje kyuun ghungharu - 2
la : paanv mein jab kaanta lag jaaye maare dard ke haay
jab raat mein neend na aaye to chham-chham baaje ghungharu

( neele gagan pe aai ) - 2 chaand ki baaraat
a tujhase puuchhuun main ik chhota si ye baat
manava kyuun dole - 2
ra : nadiya mein jab naav khaaye hichakole choree-chori haule-haule
jab saajan ghuunghat khole to gori ka manava dole

la : ( itta gumaan dekho-dekho ) -3 hota hai karaab
abake sambhal ke dena o raaja mujhe dena javaab
jhumaka kyon jhuumein -2
ra : itti si baat na jaane sab tere hain deevaane
jhumaka jhuumane ke bahaane tera phuul sa mujhada chuume
aap aaye bahaar …
Boys : koyal kyon gaaye
Girls : baadal kyon chhaaye
Boys : koyal kyon
ra : gaaye
Girls : baadal kyon
la : chhaaye

  • Hindi Song Lyrics Calendar

  • March 2010
    M T W T F S S
    « Apr    
    1234567
    891011121314
    15161718192021
    22232425262728
    293031  
  • Advertisement

  • Hindi Song Lyrics of the day

  • Join our group and receive "Hindi Song Lyrics of the day" delivered directly into your mailbox.

    Email:
  • Blogroll