Hindi Song Lyrics

Naache Re Radha


Naache Re Radha

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Naache Re Radha
Hindi Movie/Album Name: AANCHAL
Singer(s): ASHA BHOSLE, SUMAN KALYANPUR, CHORUS

Hindi Lyrics:

do : ho o o
naache re naache re naache re naache re naache
raadhaa naache
sakhiyaan naachen re,
gopiyaan naachen kanhaiyaa ke gaanv mein
bhar bhar kar bijaliyaan paanv mein

ko : ho
naache re naache re naache re naache re naache
raadhaa naache
sakhiyaan naachen re,
gopiyaan naachen kanhaiyaa ke gaanv mein
bhar bhar kar bijaliyaan paanv mein
ho
naache re naache re naache re naache re naache
raadhaa naache

su : chapal chapal charan waalii sundar sukumaariyaan
aisii lagiin jaise hon khilatii phulawaariyaan
ko : chapal chapal charan waalii sundar sukumaariyaan
aisii lagiin jaise hon khilatii phulawaariyaan
su : o
jhuum rahii hain daayen baayen
chamachamaatii chanchalaaye.n
ang ang nikhar rahaa
prem rang bikhar rahaa
aa : kangan bole khanan khanan
jhaanjhan bole jhanan jhanan
su : goriyaan naachen matak matak
komal baanhe.n jhatak jhatak
o
aa : bhar gauii lachak nayii lataaon mein
ud rahii hain chunariyaan hawaaon mein

ko : ho
naache re naache re naache re naache re naache
raadhaa naache
sakhiyaan naachen re,
gopiyaan naachen kanhaiyaa ke gaanv mein
bhar bhar kar bijaliyaan paanv mein
ho
naache re naache re naache re naache re naache
raadhaa naache

ko : ho
naache re naache re naache re naache re naache
raadhaa naache

aa : aaj sakal br^indaaban mast ho ke jhuumataa
dharatii kaa giit gagan gumbad ko chuumataa
do : shyaam kii matawaaliyaan naachen
bajaa bajaa taaliyaan naachen
sabakii nazar lalach rahii
ras kii gaagar chhalak rahii
ko : ?? dole
dhim dhim dhim dholak bole
aisaa chamatkaar huaa
paawan sansaar huaa
aa : muralii bajii re kadamb ke chhanv mein
suunii padii hain daaminiyaan ghataaon mein

ko : ho
naache re naache re naache re naache re naache
raadhaa naache

aa : aa
do : kitanaa hai ullaas bharaa raas ye kamaal kaa
har nayan mein naach rahaa ruup nandalaal kaa
ho
aaj mahaakaal magan, dharatii paataal magan
gagan pe dhamaal magan, saare dik kaal magan
aa : sajan sang thakit thakit
dol rahe sab chakit chakit
do : sabakaa jiyaa baawalaa hai
sabake man mein kaamanaa hai
aa
bhakti rachii sabakii bhaawanaao mein
bhar gayaa aanand sab dishaaon mein

ko : ho
naache re naache re naache re naache re naache
raadhaa naache


Ghunghat Kali Ka KholGhunghat Kali Ka Khol

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Ghunghat Kali Ka Khol
Hindi Movie/Album Name: AANCHAL
Singer(s): ASHA BHOSLE

Hindi Lyrics:

ghuunghat kalii kaa na khol bhanware
ghuunghat kalii kaa na khol
aur kahiin jaa ke dol meraa ruup badaa hai anamol
ghuunghat kalii kaa na khol re bhanware
ghuunghat kalii kaa na khol

kal hii to mainne bachapan ko chhodaa, bachapan ko chhodaa
kal hii to mainne bachapan ko chhodaa
naii umango.n se naataa hai jodaa -2
komal kishorii ko tuu barajorii -2
mat kar daanvaadol

ghuunghat kalii kaa na khol bhanware
ghuunghat kalii kaa na khol re bhanware
ghuunghat kalii kaa na khol

rahatii huun main sadaa aanchal sambhaale -2
kahiin koii merii naa kushbuu udaa le
kushbuu udaa le
gun gun karatii taanon men merii -2
pyaar kii bolii naa bol

ghuunghat kalii kaa na khol bhanware
ghuunghat kalii kaa na khol
aur kahiin jaa ke dol meraa ruup badaa hai anamol
ghuunghat kalii kaa na khol re bhanware
ghuunghat kalii kaa na khol


Bas meri jaan bas, maan le meri baat

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

 Hindi Song Title: Bas meri jaan bas, maan le meri baat
Hindi Movie/Album Name: AANCHAL
Singer(s): LATA MANGESHKAR, KISHORE KUMAR

Hindi Lyrics:

ki: bas merii jaan bas, maan le merii baat
aaj terii dor, hai hamaare saath -2
la: ho matavaale, dar hai yahii
tujh se kahiin dorii chhuut na jaae
ki: are, aisaa bhii kyaa teraa meraa
hai zindagii ke saath
la: bas merii jaan bas, maan le merii baat
dekh aise na, chal hamaare saath

la: bas merii jaan bas, maan le merii baat
dekh aise na, chal hamaare saath
ki: diivaanaa main bhii huun aisaa
sang teraa na chhoduun, chaahe jiyaa jaae
la: ab laut jaa, o re piyaa
joduun main tere haath
ki: bas merii jaan bas, kaahe jode haath
dar tujhe kis kaa, main huun tere saath

ki: bas merii jaan bas, kaahe jode haath
dar tujhe kis kaa, main huun tere saath
la: ho, maan bhii jaa, o mere sanyaa
dhadake jiyaa koii, aa hii na jaae
ki: are aae koii, main to yuun hii
chaahuun tujhe din raath
ki: hans merii jaan hans, ye huii na baat
dar tujhe kis kaa, main huun tere saath
ho, main huun tere saath
main huun tere …