Hindi Song Lyrics

Nasha Nasha Nasha


Nasha Nasha Nasha

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Nasha Nasha Nasha
Hindi Movie/Album Name: AAN - MEN AT WORK
Singer(s): SUNIDHI CHAUHAN

Hindi Lyrics:

nasha
nasha
dum dum dum
nasha
dum dum dum
nasha
dum dum dum
na na na nana na nasha
na na na nana na nasha
dum dum dum
dum dum dum
nasha
dum dum dum
dum dum dum
na na na nana na nasha
dum dum dum
na na na nana na nasha
dum dum dum
nasha nasha

ek laila ne dil uchhala hain
dum dum dum
o saare aalam ko maar daala hain
dum dum dum
ek laila ne dil uchhala hain
o saare aalam ko maar daala hain
meri aankhon pe log marte hain
dekh kar mujhko roz jeete hain
haai re haai chadhaa
nasha nasha nasha
nasha
nasha nasha nasha
nasha

jeene ke bahaane kuchh umeeden hain
dum dum dum
khwaab hain usi ke jiski neenden hain
dum dum dum
dard seene mein roz uth ta hain
dil deewanon ka roz bikta hain
haai re haai chadhaa
nasha nasha nasha
nasha
nasha nasha nasha
nasha

na na na nana na nasha
na na na nana na nasha
na na na nana na nasha
na na na nana na nasha
mujhko jo bhi dekhe bole jaane jaa
dum dum dum
bole tere bin jiya yeh maane na
dum dum dum
rang chehre ka nikhra nikhra hai
yeh badan mera bikhra bikhra hai
nasha nasha nasha
nasha
nasha nasha nasha
nasha ……


Jugnu Ki Paayal

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Jugnu Ki Paayal
Hindi Movie/Album Name: AAN - MEN AT WORK
Singer(s): SHASWATI, ZUBIN

Hindi Lyrics:

aa~
jugnu ki paayal baandhi hain
yeh ishq nahi yeh aandhi hain
jugnu ki paayal baandhi hain
yeh ishq nahi yeh aandhi hain
o maahi tu mera sona hain - 2
sona hai mera sona hain
ho yeh soni teri chaandi hain
jugnu ki paayal baandhi hain
yeh ishq nahi yeh aandhi hain
jugnu ki paayal baandhi hain
yeh ishq nahi yeh aandhi hain

ishq hai aashiq hai deewani bhi
jugnu ki kasam kya cheez hai jawani bhi
kamsin hai qaatil hai meharbaani bhi
har mushkil hai mushkil samjhaani bhi
o maahi tu mera sona hain - 2
sona hai mera sona hain
ho yeh soni teri chaandi hain
jugnu ki paayal baandhi hain
yeh ishq nahi yeh aandhi hain
jugnu ki paayal baandhi hain
yeh ishq nahi yeh aandhi hain

aankhen hai masti ke paimaane do
shola badan ke aashiq hai zamane do
seene mein jo aag nahi toh jaane do
garmi hai jo saanson mein toh aane do
o maahi tu mera sona hain - 2
sona hai mera sona hain
ho yeh soni teri chaandi hain
jugnu ki paayal baandhi hain
yeh ishq nahi yeh aandhi hain
jugnu ki paayal baandhi hain
yeh ishq nahi yeh aandhi hain
jugnu ki paayal baandhi hain
yeh ishq nahi yeh aandhi hain
jugnu ki paayal baandhi hain
yeh ishq nahi yeh aandhi hain


Hamein Aapse Shikaayat

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Hamein Aapse Shikaayat
Hindi Movie/Album Name: AAN - MEN AT WORK
Singer(s): SONU NIGAM

Hindi Lyrics:

Male :
hamein aapse shikaayat - 2
naa hui naa hai naa hogi
kisi aur se mohabbat - 2
naa hui naa hai naa hogi
Female :
hamein aapse shikaayat
naa hui naa hai naa hogi
kisi aur se mohabbat
naa hui naa hai naa hogi

Male :
yeh din yeh mahine gujarte rahenge
yeh lamhe yeh pal bhi bikharte rahenge
Female :
magar pyar dilse kabhi kam na hoga
kabhi bhi judaai ka mausam na hoga - 2
kisi aur se yeh chaahat - 2
naa hui naa hai naa hogi
Male :
kisi aur se mohabbat
naa hui naa hai naa hogi

Female :
khayaalon ki duniya basa ke rakhungi
tumhen dhadkanon mein chhupake rakhungi
Male :
deewana banati hai hasrat tumhari
meri zindahi hai yeh surat tumhari - 2
kisi aur ki jaroorat - 2
naa hui naa hai naa hogi
Female :
hamein aapse shikaayat
naa hui naa hai naa hogi
Male :
kisi aur se mohabbat
naa hui naa hai naa hogi


Hamare Baad Tumhe Apna

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Hamare Baad Tumhe Apna
Hindi Movie/Album Name: AAN - MEN AT WORK
Singer(s): SARIKA KAPOOR, SHABBIR KUMAR, UDIT NARAYAN, UJWALA

Hindi Lyrics:

Hamare baad tumhe apna banane kaun aayega
Hamare baad tumhe apna banane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega

Hamare baad tumhe apna banane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega

Badi mushkil hai chaahat ki sabhi rasmein sabhi kasmein

Badi mushkil hai chaahat ki sabhi rasmein sabhi kasmein (2x)

Kareinge pyaar sab lekin nibhaane kaun aayega

Kareinge pyaar sab lekin nibhaane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega

Kahin majbooriyan hongi, kahin tanhaaiyaan hongi

Kahin majbooriyan hongi, kahin tanhaaiyaan hongi (2x)

Tumhe har mod pe rasta dikhaane kaun aayega

Tumhe har mod pe rasta dikhaane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega

Zaroorat har kisi ko hogi, teri meherbaani ki

Zaroorat har kisi ko hogi, teri meherbaani ki (2x)

Sitam seh kar tumhe apna banane kaun aayega

Sitam seh kar tumhe apna banane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega
Hamare baad tumhe apna banane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega

Submitted by: Laila


Dil Se Dilbar

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Dil Se Dilbar
Hindi Movie/Album Name: AAN - MEN AT WORK
Singer(s): KUMAR SANU

Hindi Lyrics:

dil se dilbar - 2 dilbar se dildaar ho gaya
dil se dilbar dilbar se dildaar ho gaya - 2
dheere dheere hote hote pyar ho gaya - 2
hamko pyar ho gaya - 2
pehli baar ho gaya
hamko pyar ho gaya

dil se dilbar dilbar se dildaar ho gaya - 2
dheere dheere hote hote pyar ho gaya - 2
hamko pyar ho gaya - 2
pehli baar ho gaya
hamko pyar ho gaya
pyar ho gaya - 2

iss kadar ishq mein bekaraari badhi
durri seh na sake ek pal ek ghadi
rafta rafta sanam paas aate rahe
nazron se ruh mein ham samate gaye
nazron se ruh mein ham samate gaye
saath saath - 2 jeene ka ikraar ho gaya
saath saath jeene ka ikraar ho gaya - 2
dheere dheere hote hote pyar ho gaya - 2
hamko pyar ho gaya - 2
pehli baar ho gaya
hamko pyar ho gaya
pyar ho gaya - 2

aaisa mujhpe huaan chahaton ka asar
sirf chehra tera dhundhe meri nazar
har jagah ab teri yaad aane lagi
bin tere jaaneman jaan jaane lagi
bin tere jaaneman jaan jaane lagi
tanha tanha - 2 jeena ab dushwaar ho gaya
tanha tanha jeena ab dushwaar ho gaya
dheere dheere hote hote pyar ho gaya - 2
hamko pyar ho gaya - 2
pehli baar ho gaya
hamko pyar ho gaya
pyar ho gaya - 2