Hindi Song Lyrics

Raat Kat Tee Nahi


Raat Kat Tee Nahi

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Raat Kat Tee Nahi
Hindi Movie/Album Name: AAISE NA DEKHO MUJHE
Singer(s): KUMAR SANU

Hindi Lyrics:
(raat kat tee nahi
din gujarta nahi
tere bin ab yaha
chain aata nahi
ho gayi kya khata
kyo hain mujhse khafa
aake mujhko bata) - 2
raat kat tee nahi

tu mujhe chod kar
dil mera todkar
pyar ki raaho mein
is tarah chod kar
chal diya hain kaha
reh gaya main tanha
tere bin zindagi
jaise ho ab saza
ho gayi kya khata
kyo hain mujhse khafa
aake mujhko bata
raat kat tee nahi

aankhein bhar aayi hain
ab tujhe sochkar
besabab bewajah
pher li kyo nazar
tujhse hoke judaa
is tarah main jiya
jis tarah dil mera
jiye dhadkan bina
ho gayi kya khata
kyo hain mujhse khafa
aake mujhko bata
raat kat tee nahi
din gujarta nahi
raat kat tee nahi
din gujarta nahi
tere bin ab yaha
chain aata nahi
ho gayi kya khata
kyo hain mujhse khafa
aake mujhko bata
raat kat tee nahi


Majburiya Meri Bhi Thi

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Majburiya Meri Bhi Thi
Hindi Movie/Album Name: AAISE NA DEKHO MUJHE
Singer(s): KUMAR SANU

Hindi Lyrics:
(majburiyaa meri bhi thi
majburiyaa teri bhi thi) - 2
chaha tujhe tu na mili
suni rahi dil ki gali
aaisi chali paagal hawa
tu ho gayi mujhse judaa
na tu ruki na main ruka
aur faasla badhta gaya
badhti gayi yeh duriyaa

(tere bina jeena yaha
pal pal mera dushwaar hain) - 2
meri nahi tu ho saki
phir bhi mera tu pyar
khamosh hu toka nahi
par gam mera jaata nahi
na tu ruki na main ruka
aur faasla badhta gaya
badhti gayi tanhaaiya

(bejaan hain yeh zindagi
naaraaz hain har ek khushi) - 2
teri yaad yu ab aayegi
yeh jaan bhi le jaayegi
aankhein meri bujhne lagi
dhundhla hua saya tera
na tu ruki na main ruka
aur faasla badhta gaya
badhti gayi veeraniyaa
majburiya
mehroomiya


Hamari Dhadkan Mein Uski Dhadkan

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Hamari Dhadkan Mein Uski Dhadkan
Hindi Movie/Album Name: AAISE NA DEKHO MUJHE
Singer(s): KUMAR SANU

Hindi Lyrics:
(hamari dhadkan mein uski dhadkan
woh dil mein dil banke dhal rahi hain) - 2
hawa ke jhonko ki tarah aakar
hamari duniya badal rahi hain
hamari dhadkan mein uski dhadkan
woh dil mein dil banke dhal rahi hain

mili thi kal jo woh ek ladki
tha roop uska toh chalka chalka
thi palkein uski jhuki jhuki si
jara sa aanchal tha dhalka dhalka
usi ke jadoo se aaj pal pal - 2
yeh saans har pal machal rahi hain
hamari dhadkan mein uski dhadkan
woh dil mein dil banke dhal rahi hain

jahaan bhi dekhu najar woh aaye
woh meri hain par nazar churaye
woh banke khushbu woh banke titli
hamare dil mein chali bhi aaye
usi ke aane se aaj har pal - 2
khushi labo par machal rahi hain
hamari dhadkan mein uski dhadkan
woh dil mein dil banke dhal rahi hain
hawa ke jhonko ki tarah aakar
hamari duniya badal rahi hain
hamari dhadkan mein uski dhadkan
woh dil mein dil banke dhal rahi hain


Dil Se Kabhi Na Jaana

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Dil Se Kabhi Na Jaana
Hindi Movie/Album Name: AAISE NA DEKHO MUJHE
Singer(s): KUMAR SANU

Hindi Lyrics:
dil se kabhi na jaana - 2
ha vaada karke bhul na jaana
vada karke saath nibhana
tujhko paakar maine jaana
hain dil terea deewana - 2
dil se kabhi na jaana

(chand se jyada tu hain hasin
teri hi khusbu mujhmein basi) -2
aankho ke raste chupkese aake
saanso mein har pal tu hain samai
tujhko paya toh hain jaana
oh hain dil tera deewana
oh dil se kabhi na jaana

(tum zindagi ho tum aashiqui
meri bekhudi ho meri shayri) - 2
khud pe na kaabu mujhko raha hain
balkha ke jo tu yu lehraai
tumne kiya hain deewana
hain dil tera deewana
vaada karke bhul na jaana
vada karke saath nibhana
tujhko paakar maine jaana
hain dil terea deewana - 2
dil se kabhi na jaana - 2


Dil Nashe Mein Chur Hain

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Dil Nashe Mein Chur Hain
Hindi Movie/Album Name: AAISE NA DEKHO MUJHE
Singer(s): KUMAR SANU

Hindi Lyrics:
dil nashe mein chur hain pass aa kyo dur hain - 2
do dilo ki duriya ab nahi manjoor hain
dil nashe mein chur hain pass aa kyo dur hain
do dilo ki duriya ab nahi manjoor hain
dil nashe mein chur hain pass aa kyo dur hain

tu mera mehboob hain jaaneja tu khub hain - 2
chaandni ka roop hain tu gulabi dhoop hain
tujhsa toh koi nahin - 2 tu khuda ka noor hain
(dil nashe mein chur hain pass aa kyo dur hain
do dilo ki duriya ab nahi manjoor hain) - 2

dil ka yeh paigaam hain hotho pe tera naam hain - 2
tu mera aagaz bhi tu mera anjaam hain
tu hi toh oh filruba - 2 dhadkano ki hur hain
(dil nashe mein chur hain pass aa kyo dur hain
do dilo ki duriya ab nahi manjoor hain) - 2


Dheere Se Chupke Se

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Dheere Se Chupke Se
Hindi Movie/Album Name: AAISE NA DEKHO MUJHE
Singer(s): KUMAR SANU

Hindi Lyrics:
(dheere se chupke se
khamoshi se hain kehna) - 2
(sadiyo se sadiyo tak
hain tere dil mein rehna) - 2
tere sang sang jeena hain marna hain
phir jeena
yeh sapna hain apna
dheere se chupke se
khamoshi se hain kehna
sadiyo se sadiyo tak
hain tere dil mein rehna
tere sang sang jeena hain marna hain
phir jeena
yeh sapna hain apna

(tum ho hawa tum ho ghata
chaha tumhein maine hain sada) - 2
mujhse karo tum bhi wafa
tum bhi toh keh do
tum ho meri jaan
yeh sapna - 2 hain apna
dheere se chupke se
khamoshi se hain kehna
sadiyo se sadiyo tak
hain tere dil mein rehna

tumse mila aaisa laga
mujhko mila jaise yeh jaha
jo bhi pal mein hua
dil chahe chuke aau
aasmaa yeh sapna
yeh sapna hain apna
dheere se chupke se
khamoshi se hain kehna
(sadiyo se sadiyo tak
hain tere dil mein rehna) - 2
tere sang sang jeena hain marna hain
phir jeena
yeh sapna hain apna
dheere se chupke se
khamoshi se hain kehna


Dekha Tujhko Toh Nasha Sa

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title:

Hindi Song Title: Dekha Tujhko Toh Nasha Sa
Hindi Movie/Album Name: AAISE NA DEKHO MUJHE
Singer(s): KUMAR SANU

Hindi Lyrics:

(dekha tujhko toh nasha sa cha gaya - 2
main tujhe tujhse churane aa gaya - 2) - 2

(saahil kinaare akele chaleo na
aake jara toh mujhse milo na ) - 2
main tujhe tujhse churane aa gaya - 5


Hindi Movie/Album Name: AAISE NA DEKHO MUJHE
Singer(s): KUMAR SANU

Hindi Lyrics:
(dekha tujhko toh nasha sa cha gaya - 2
main tujhe tujhse churane aa gaya - 2) - 2

(saahil kinaare akele chaleo na
aake jara toh mujhse milo na ) - 2
kehti hain kya yeh aankhein toh sun
dhadkan ki dhun
dil tujhe apna banane aa gaya - 2
main tujhe tujhse churane aa gaya

(dil ke safar mein tu hamsafar hain
phir bhi na jaane kyo bekhabar hain ) - 2
tere liye hain dilkash raatein
khush rang din
main tera sapna sajane aa gaya - 2
dekha tujhko toh nasha sa cha gaya - 2
main tujhe tujhse churane aa gaya - 5


Baanho Mein Aao

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Baanho Mein Aao
Hindi Movie/Album Name: AAISE NA DEKHO MUJHE
Singer(s): KUMAR SANU

Hindi Lyrics:
(baaho mein aao mujhmein samaao
tanhai meri mita do
saanso ko meri aake jaga do
armaan dil ke jaga do
dil pe nahi zor chalta main kya karu - 2) - 2

(ab na ho duriya chodo majburiya
sapne mere tum saja do ) - 2
chodo bhi jaana sharmo haya
tum pass mere aao
dil pe nahi zor chalta main kya karu - 2

(kyo hain khamoshiya samjho madhoshiya
khud ko na aaise saja do ) - 2
kar do deewana mujhko jara
yeh fasale toh mitao
dil pe nahi zor chalta main kya karu - 2
baaho mein aao mujhmein samaao
tanhai meri mita do
saanso ko meri aake jaga do
armaan dil ke jaga do
dil pe nahi zor chalta main kya karu - 2


Aaise Na Dekho Mujhe

Send to a Friend:





Send to a friend:
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Hindi Song Title: Aaise Na Dekho Mujhe
Hindi Movie/Album Name: AAISE NA DEKHO MUJHE
Singer(s): KUMAR SANU

Hindi Lyrics:
aaise na dekho mujhe pyar ho jaayega - 2
aasmaan mein agar hain ba khuda hosh kho jaayega
aaise na dekho mujhe pyar ho jaayega - 2

tujhse hi toh mere dil ki pehchaan hain - 2
aaisa lagta hain ke tu meri jaan hain
hamse mil ke kabhi tum na hona juda
uff yeh teri adaa yeh adaa sabse judaa
hosh kho jaayega
aaise na dekho mujhe pyar ho jaayega - 2

shaan mein ab tere jhuk gaya aasmaan - 2
dekhne ko tujhe ruk gaya yeh jahaan
shabnami raat mein jaage jasbaat hain
khoobsurat hain tu jaane ja bepanaah
hosh kho jaayega
aaise na dekho mujhe pyar ho jaayega - 2
aasmaan mein agar hain ba khuda hosh kho jaayega
aaise na dekho mujhe pyar ho jaayega - 2