Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Choti Si Ye Zindgaani Re
Hindi Movie/Album Name: AAH
Singer(s): MUKESH
Hindi Lyrics:
(chhoTi si ye zindgaani re, chaar din ki javaani teri
haay re haay
Gham ki kahaani teri ) -2
( shaam huee ye desh beeraanaa
tujh ko apne balam ghar jaanaa, sajan ghar jaanaa ) -2
raah mein moorakh mat luT jaanaa, mat luT jaanaa
( chhoTi si ye zindgaani re, chaar din ki javaani teri
haay re haay
Gham ki kahaani teri ) -2
( baabul kaa ghar chhooTaa jaaye
akhiyan ghor andheraa chhaaye, jee dil ghabraaye ) -2
aaNkh se Tapke dil kaa Khazaanaa, dil kaa Khazaanaa

Hindi Song Title: Muhabbat Ek Shola Hai
Hindi Movie/Album Name: AAGOSH
Singer(s): LATA MANGESHKAR
Hindi Lyrics:
muhabbat ek shola hai, bacha daaman zamaane
bacha daaman zamaane
hue ham khaak yoon jalakar jale koi to jaane
bacha daaman zamaane
nahi maaloom kya manzoor hai taqadeer ko meri
taqadeer ko meri -2
kate hain aaj tak rote mere saavan suhaane
bacha daaman zamaane
muhabbat ek shola hai …
bahe aansu hansi qisamat lute aramaan bhi mere
aramaan bhi mere -2
rahe fariyaad hi banakar mere rangeen taraane
bacha daaman zamaane
muhabbat ek shola hai …
kisi se dil lagaake ham yahaan barabaad ho gaye
barabaad ho gaye
kisi se dil lagaake ham barabaad ho gaye
barabaad ho gaye
ye jalata sa jigar apanaa, ye jalate se fasaane
bacha daaman zamaane
muhabbat ek shola hai …
Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Kisi Ki Aankh Ke Aansu
Hindi Movie/Album Name: AAGOSH
Singer(s): LATA MANGESHKAR
Hindi Lyrics:
kisi ki aankh ke aansu hai, sitaare na kaho
nazar ka dhoka hai tum, inako nazaare na kaho
ye muravvat hain jo milate hain, mohabbat to nahi
vo kisi aur ke hain, unako hamaare na kaho
nazar ka dhoka hai tum, inako nazaare na kaho
lagi jo theek hi maujon ki khel ? mein toot pade
ghanee(thami ?) ghani se ye toofaan hai, kinaare na kaho
nazar ka dhoka hai tum, inako nazaare na kaho