Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Yeh Dil Nahin Ki
Hindi Movie/Album Name: AABROO
Singer(s): MOH. RAFI
Hindi Lyrics:
ye dil nahin ki jiske sahaare jiite hain
lahu ka jaam hai jo subah-o-shaam piite hain
ye dil nahin hai…
chupaya laakh magar ishq nahin chuptaa
yun ashq aankh mein aaya hua nahin rukta
ki aag lagti hai jab aansuon ko piite hain
lahu ka jaam hai…
tadap-tadap ke nikalenge dil ke aramaan ham
karenge ranj se paidaa Kushii ke samaan ham
ki gamon ki nok se dil ke zakham siite hain
lahu ka jaam hai…
kabhi qaraar na aayega humko jiine se
ilaaj zehar ka hota hai zahar piine se
ki sar pe maut ka saaya hai phir bhi jiite hain
lahuu kaa jaam hai…
Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Jinhe hum bhoolana chaahe
Hindi Movie/Album Name: AABROO
Singer(s): MUKESH
Hindi Lyrics:
jinhe hum bhoolanaa chaahe, wo aksar yaad aate hain
buraa ho is mohabbat kaa, wo kyon kar yaad aate hain
bhoolaaye kis tarah un ko, kabhee pee thee un aankhon se
chhalak jaate hain jab aansoo, wo saagar yaad aate hain
kisee ke sunrkha lab the yaa diye kee lau machalatee thee
jahaa kee thee kabhee poojaa, wo mandar yaad aate hain
rahe aye shammaa too roshan duwaan detaa hain parawaanaa
jinhe kismat mein jalanaa hain, wo jalakar yaad aate hain
Send to a friend:

Loading ...
Hindi Song Title: Inhi Logo Ne Le Lina Duppatta Mera
Hindi Movie/Album Name: AABROO
Singer(s): UNKNOWN
Hindi Lyrics:
inhi logon ne le lina dupatta mera
ye mana husn Khuda hota hai
par ye andaaz tumhein kaun sikha deta hai
sitan bhi madar se koi sikh ke aata nahin
chahne vala hi kamabakt sikha deta hai
meri na maano rangarejavaa se puchho
jisne gulabi rang dina dupatta mera
mori na maano saiyaan se puchho
jisne odh ke mazaa lina dupatta mera
inhin logon ne …