Reham Karein Rab Reham Karein
Send to a friend:
This Hindi Song Lyric is part of CASH collection |
Hindi Song Title: Reham Karein Rab Reham Karein
Hindi Movie/Album Name: CASH
Singer(s): SUNIDHI CHAUHAN, VISHAL DADLANI
Hindi Lyrics:
(shaamiyaana meri yeh baahon ka, ashiyaana kuch begunaaho ka
aasaan hai aana ismein koi na beham karein) - 2
reham karein rab reham karein - 4
(dil to mere baaz na aaya kabhi, dil to mere baaz na aayega kabhi
dil to tere haath se jayega abhi, baat to meri yeh maano na) - 2
(dekho jaan se guzarega, jo bhi dil mein utarega
dheere dheere bhikhare ga reham karein) - 2
reham karein rab rab rab rab…..
reham karein rab rehma karein - 4
shaamiyana meri yeh baahon ka, ashiyaana kuch begunaaho ka
aasaan hai aana ismein koi na beham karein
reham karein rab reham karein - 4
This Hindi Song Lyrics was posted
on Saturday, February 9th, 2008 at 7:26 am and is filed under CASH.
