Hindi Song Lyrics

Teri Zindagi - Part III


Teri Zindagi - Part III

Send to a Friend:





Send to a friend:
www.Wallpapers.com.pk
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...
This Hindi Song Lyric is part of BADHAAI HO BADHAAI collection |

Hindi Song Title: Teri Zindagi - Part III
Hindi Movie/Album Name: BADHAAI HO BADHAAI
Singer(s): K.K.

Hindi Lyrics:

Teri Zindagi Mein Pyaar Hai To Sab Kuch Hai
Jo Pyaar Nahin To Kuch Bhi Nahin
Teri Aankhon Mein Kisi Chahat Ka Ikraar Hai To
Sab Kuch Hai Ikraar Nahin To Kuch Bhi Nahin
Pyaar Pyaar Pyaar Baate Chalo Pyaar
Pyaar Pyaar Pyaar Baate Chalo Pyaar
Pyaar Pyaar Pyaar Baate Chalo Pyaar

Jo Pyaar Bhari Do Nadiyon Ka Sau Bandhan Tod Ke Sangam Ho
Kaise Na Kuch Ho Jo Bhi Dekhe Kaise Na Aankh Uski Nam Ho
Jo Pyaar Bhari Do Nadiyon Ka Sau Bandhan Tod Ke Sangam Ho
Kaise Na Kuch Ho Jo Bhi Dekhe Kaise Na Aankh Uski Nam Ho
Aankhon Mein Yeh Khumaar Hai To Sab Kuch Hai
Yeh Khumaar Nahin To Kuch Bhi Nahin
Teri Zindagi Mein Pyaar Hai To Sab Kuch Hai
Jo Pyaar Nahin To Kuch Bhi Nahin
Pyaar Pyaar Pyaar Baate Chalo Pyaar
Pyaar Pyaar Pyaar Baate Chalo Pyaar
Pyaar Pyaar Pyaar Baate Chalo Pyaar
Pyaar Pyaar Pyaar Baate Chalo Pyaar
Pyaar Pyaar Pyaar Baate Chalo Pyaar
Pyaar Pyaar Pyaar Baate Chalo Pyaar

Maine Dekha Hai To Jaana Hai Maine Dil Se Aaj Yeh Maana Hai
Do Pyaar Bhare Dil Jeet Gaye Mujhe Khushi Isi Se Paana Hai
Maine Dekha Hai To Jaana Hai Maine Dil Se Aaj Yeh Maana Hai
Do Pyaar Bhare Dil Jeet Gaye Mujhe Khushi Isi Se Paana Hai
Dil Ko Yeh Aitbaar Hai To Sab Kuch Hai
Aitbaar Nahin To Sab Kuch Hai Jo
Aitbaar Nahin To Kuch Bhi Nahin
Teri Zindagi Mein Pyaar Hai To Sab Kuch Hai
Jo Pyaar Nahin To Kuch Bhi Nahin
Pyaar Pyaar Pyaar Baate Chalo Pyaar
Pyaar Pyaar Pyaar Baate Chalo Pyaar
Pyaar Pyaar Pyaar Baate Chalo Pyaar
Pyaar Pyaar Pyaar Baate Chalo Pyaar

This Hindi Song Lyrics was posted on Tuesday, January 29th, 2008 at 12:13 pm and is filed under BADHAAI HO BADHAAI.
www.Wallpapers.com.pk

Reply to this Hindi Song Lyrics