Hindi Song Lyrics

Kahin Pyaar Ho Na Jaaye

Kahin Pyaar Ho Na Jaaye

Send to a Friend:

Send to a friend:
www.Wallpapers.com.pk
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...
This Hindi Song Lyric is part of BADAL collection |

Hindi Song Title: Kahin Pyaar Ho Na Jaaye
Hindi Movie/Album Name: BADAL
Singer(s): SONU NIGAM & KAVITA KRISHNAMOORTHY

Hindi Lyrics:

Badal ki tarah aawara
Tere dil ka sitaara
Kabhi yahan kabhi vahan
Bhatke ye pyaar ka maara
Tere dil ka sitaara

Dil dhoondhein tu kahan jaanejaan
Oh milne se darta hai dil ikraar ho na jaaye
Oh milne se darta hai dil ikraar ho na jaaye
Na milo na milo
Na milo humse zyada kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye

Betaabi kya hoti jaane na dil kya bole
Kehna bhi maane na dil
Dekho na yoon humko chaaho sanam
Chaahat ki raahon mein hain dardon gam
Kitne paas hain phir bhi door hain
Donon ishq mein kyon majboor hain
Oh nazron ka teer kahin dil ke paar ho na jaaye
Na milo na milo
Na milo humse zyada kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye

Deewana karde na deewanapan kehti hai
Ishq mein na zor sanam
Jaaneman jaanejaan ye dillagi
Dekho na ban jaaye dil ki lagi
Kaisa dard hai kaisa haal hai
Ab na hosh hai ab na khayaal hai
Oh kahin jeena marna bhi dushwaar ho na jaaye
Na milo na milo
Na milo humse zyada kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye

Oh milne se darta hai dil ikraar ho na jaaye
Na milo na milo
Na milo humse zyada kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye

Badal ki tarah aawara
Tere dil ka sitaara
Kabhi yahan kabhi vahan
Bhatke ye pyaar ka maara
Tere dil ka sitaara

Tere dil ka sitaara
Tere dil ka sitaara

This Hindi Song Lyrics was posted on Tuesday, January 29th, 2008 at 10:44 am and is filed under BADAL.
www.Wallpapers.com.pk

Reply to this Hindi Song Lyrics