Hindi Song Lyrics

Aaisa Kaise Hoga


Aaisa Kaise Hoga

Send to a Friend:





Send to a friend:
www.Wallpapers.com.pk
1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...
This Hindi Song Lyric is part of AAR PAAR collection |

Hindi Song Title: Aaisa Kaise Hoga
Hindi Movie/Album Name: AAR PAAR
Singer(s): GEETA, RAFI

Hindi Lyrics:

gee: are na na na na na na toba toba
yes tauba and not tauba
main na pyaar karungi
main na pyaar karungi kabhi kisise
toba re balam toba toba

ra: are vaah vaah vaah vaah aaisa kaisa hoga
toba kaayko karta
toba kaayko karata pyaar se darta
aisa re sanam kaisa hoga

ra: (dard-e-jigar se main weak hu bahut, karo aaisa na julam
are ho jaayenga failabhi heart hamara tere sarr ki kasam!) - 2
gee: (chhi chhi chhi chhi chhi chhi, karo na aaisi baat
dekho dekho dekho, chhodo ji mera haath)-2
ra: are vaah vaah vaah vaah aaisa kaisa hoga …

ra: (tu jo kahe dharti mein kuan khod daalu, du ye duniya ujaad
tu jo kahe chadh jaau lambe-lambe ped, unche-unche yeh pahaad) -2
gee: rich ka tu ankal, bandar ka tu baap
ra: maara baap!
gee: thoko nahi bandal, raho ji chup-chup
rich ka tu ankal, bandar ka tu baap
thoko nahi bandal, raho ji chup-chup
ra: are vaah vaah vaah vaah aisa kaisa hoga …

sach kaho raat ko akele mein dhadakta to hoga tera dil
karta to hoga tera man karu do-do batiyaan kisi se hilmil
gee: hu main koi rogi, ajab teri baat,
soti hu maze se main saari saari raat
gee: hu main koi rogi, ajab teri baat,
soti hu maze se main saari saari raat
ra: are vaah vaah vaah vaah aisa kaisa hoga ..

This Hindi Song Lyrics was posted on Wednesday, January 23rd, 2008 at 3:41 pm and is filed under AAR PAAR.
www.Wallpapers.com.pk

Reply to this Hindi Song Lyrics