Jaane Kya Soch Ke
Send to a friend:
This Hindi Song Lyric is part of AALINGAN collection |
Hindi Song Title: Jaane Kya Soch Ke
Hindi Movie/Album Name: AALINGAN
Singer(s): MANNA DEY
Hindi Lyrics:
pyaas thi phir bhi taqaaza na kiya
jaane kya soch ke aisa na kiya
badhake haathon pe utha lena tha
tujhako seene se laga lena tha
tere honthon se tere gaalon se
mujhako har rang chura lena tha
jaane kya soch ke aisa na kiya
haath aanchal se jo takara jaata
ek rangeen nasha sa chha jaata
tere seene pe khuli zulfon ko
choom leta to qaraar a jaata
jaane kya soch kar aisa na kiya
This Hindi Song Lyrics was posted
on Wednesday, January 23rd, 2008 at 10:58 am and is filed under AALINGAN.
